Skip to main content

Posts

Showing posts from March, 2022

YESU DUNIYA KA NUR | Sing7gurpreet

  YASA‘IYÁH 41;14ḲHUDÁWAND FARMÁTÁ HAI; HÁṈ, MAIṈ JO ISRÁÍL KÁ QUDDÚS TERÁ FIDYA DENEWÁLÁ HÚṈ. 15 DEKH, MAIṈ TUJHE GAHÁÍ KÁ NAYÁ AUR TEZ DANDÁNADÁR ÁLA BANÁÚṈGÁ: TÚ PAHÁṚOṈ KO KÚṬEGÁ, AUR UN KO REZA REZA KAREGÁ, AUR ṬÍLOṈ KO BHÚSE KÍ MÁNIND BANÁEGÁ.Hizqíel TO BE CONINUE CLICK HERE

MUSA SE KHUDAWAND KE JALAL KA KAM HUNA | sing7gurpreet

  II KURINTHÍOṈ 3 ;2 2 Hamárá jo ḳhatt hamáre diloṉ par likhá húá hai, wuh tum ho, aur use sab ádmí jánte aur paṛhte haiṉ: CLICK HERE TO BE CONTINUE

HOW TO WALK IN GOD WITH BELIFE | SING7GURPREET

  जन संहिता 119 तेरी बातों के खुलने से प्रकाश होता है,उससे भोले लोग समझ प्राप्त करते हैं। CLICK HERE TO BE CONTINUE

YESU KE WASILE IK HI BAR PAAK KIYE JANA | #SING7GURPREET

ʻIBRÁ NÍOṈ 10;39 1KYÚṈKI SHARÍʻAT JIS MEṈ ÁYANDA KÍ ACHCHHÍ CHÍZOṈ KÁ ʻAKS HAI, AUR UN CHÍZOṈ KÍ ASLÍ SÚRAT NAHÍṈ, UN EK HÍ TARAH KÍ QURBÁNÍOṈ SE, JO HAR SÁL BILÁNÁGA GUZRÁNÍ JÁTÍ HAIṈ, PÁS ÁNEWÁLOṈ KO HARGIZ KÁMIL NAHÍṈ KAR SAKTÍ. 2WARNA UN KÁ GUZRÁNNÁ KYÚṈ MAUQÚF NA HO JÁTÁ? IS LIYE KI JAB ʻIBÁDAT KARNEWÁLE EK BÁR PÁK HO JÁTE, TO PHIR UN KÁ DIL UNHEṈ GUNAHGÁR NA ṬHAHRÁTÁ. 3BALKI WUH QURBÁNÍÁṈ SÁL BA SÁL GUNÁHOṈ KO YÁD DILÁTÍ HAIṈ. 4 KYÚṈKI MUMKIN NAHÍṈ KI BAILOṈ AUR BAKROṈ KÁ ḲHÚN GUNÁHOṈ KO DÚR KARE. 5 ISÍ LIYE WUH DUNYÁ MEṈ ÁTE WAQT KAHTÁ HAI, KI CLICK HERE TO BE CONTINUE

#BIBLE SAY ABOUT Belief #IMAAN #KOHISIYYUCHURCHNBHIKHIWIND

  IBRANION 11;1 Ab ímán ummed kí húí chízoṉ ká iʻtimád, aur andekhí chízoṉ ká subút hai CLICK HERE TO BE CONTIUE

#WAQT #TIME #SING7GURPREET KHOISIYYUNCHURCH BHIKHIWIND

  II Kurinthíoṉ 6;2 kyúṉki wuh kahtá hai, ki           Maiṉ ne qubúlíyat ke waqt terí sun lí, Aur naját ke din terí madad kí: dekho, ab qubúlíyat ká waqt hai; dekho, yih naját ká din hai: TO BE CONITUE  C LICK HERE

Romíoṉ 4;16 Isí wáste wuh mírás ímán se miltí hai, táki fazl ke taur par ho, #sing7gurpreet

  MASIH YESU MEIN MERE AZIZ BHAI BEHAN,JITNE BHI MERE SATH BLOG KE WAISLE SE, MERE SATH JODEIN HAIN.KHUDAWAND #YESU MEIN APKI SALAMTI HO, YESU KE FAZAL SE ES WAQT JAB BHI QALAAM MEIN SE RUH KI TARKI KE LIYE NAYI BAAT ZAHIR HUTI HAI ,OSKO MAIN KHUD KE LIYE OR APNE AZIZ BHAI BEHNO, KE LIYE LIKH LETA HUN, KYU KI YAHI HUMARA KAM HAI,MASIH YESU KE JINDA OR PAAK LAHO KI KURBANI SE, JO HUMEIN HASIL HAI, KYU KE AZADI KE LIYE, MASIH NE HUMEIN AZAD KIA, TO JO AZAD KE WARIS HEIN,WUHI AZADI KI BAAT KRTEIN HEIN.OR JO KOI UNKI BAAT SUNTA OR USPAR IMAAN LATA HAI, WUHI MASIH YESU KE NAAM MEIN OR YESU MEIN AZAD HUTA HAI, JAISE KE HUM KHUDAWAND YESU KE FAZAL OR HUMARE KHADIM OR MUQADAS KHUDA PARAST KI DUAO OR HUM PAR KI MEHNAT SADKA HUMNE JO MASIH YESU MEIN AZADI PAYI, SAB JO ES BLOG PAD RAHEIN HEIN, TAKEED KRTEIN HEIN, JO AAJ KA MERA VISHA HAI JISPAR MEIN KHUDA KE FAZAL HI SE LIKH PA RHA HUN, IMAN KE MUAFIQ APKI ZINDGIYO MEIN KHUDAWAND KA QLAAM,MASIH YESU MEIN JAD PAKAD KAR PHAL KA BAYIS BANE...

MAT BHOLEIN KI LOG HUMEIN PADTEIN | #SING7GURPREET

People consider the word as life but I consider life as the word which we are living in the present.Don't forget people read you. #sing7gurpreet click here for  to be continue  https://sing7gurpreet.wixsite.com/heaven/post/mat-bholein-ki-log-humein-padte in-sing7gurpreet

#SING7GURPREET OFFICIAL WEBSITE LINK

MASIH YESU AAP SAB KI SALAMATI HO, SO MERE AZIZ BHAI BEHAN MUJHE YE LIKHTE BAHUT KHUSHI HO RAHI HAI KI YE KHUDAWAND YESU KE FAZAL SE MERI APNI OFFICIAL WEB SITE KA LINKE SHARE KAR JISMEIN JO BHI NAYEIN VISHE MUJHE KHUDAWAND APNE JALAL KI DAULAT SE DETEIN HUN MEIN OSKO APNI WEBSITE PAR LIKH KAR SHARE KAR DETA HUN, AGAR AAP VISIT KAREIN GE TE MUJHE BAHUT KHUSHI HOGI, CLICK HERE  https://sing7gurpreet.wixsite.com/heaven  OR ESMEIN MAINE EK GROUP BAR BHI BNAYA JISMEIN AAP BHI APNE VIHSE SHARE KR SKTEIN OSKO AAP APNE E -MAIL KE SATH JOIN KAR SKTEIN JISMEIN AAP APNA POST SHARE KR SKTEIN HEIN GROUP JOIN KRNE KE LIYE ES LINK PAR CLICK KAREIN  https://sing7gurpreet.wixsite.com/heaven/groups  MUJHE APSE JOD KAR BAHUT KHUSHI HUGI KHUDAWAND KE TARAF SE APKO ITMNAN HASIL HUTA RAHE AMEN  #SING7GURPREET