Skip to main content

Posts

Showing posts from July, 2024

मूसा की लाठी का सांप बन ने में प्रकाश

ḲHURÚJ 4 1 Tab Músá ne jawáb diyá, Lekin wuh to merá yaqín hí nahíṉ kareṉge, na merí bát suneṉge; wuh kaheṉge ki  Ḳhudáwand  tujhe dikháí nahíṉ diyá.  2 Aur  Ḳhudáwand  ne Músá se kahá, ki Yih tere háth meṉ kyá hai? Us ne kahá, Láṭhí.  3 Phir us ne kahá, ki Use zamín par ḍál de. Us ne use zamín par ḍálá, aur wuh sáṉp ban gayí; aur Músá us ke sámne se bhágá.  4 Tab  Ḳhudáwand  ne Músá se kahá, Háth baṛhákar us kí dum pakaṛ le. (Us ne háth baṛháyá, aur use pakaṛ liyá: wuh us ke háth meṉ láṭhí ban gayá.)   AB IS KALAM MEN MUKASHAFA KI RUH NE RUH L QUDS KI MADAD SE FAZL OR SACHCHAI KI RUH MEN MUKASHAFA KYA HAI 3 Phir us ne kahá, ki Use zamín par ḍál de. Us ne use zamín par ḍálá, aur wuh sáṉp ban gayí; LATHI ZAMIN PAR DALTE SANP KYU BAN GAYI LATHI KA SANP BANNE MEN BANNE MEN YE MUKASHAGA YE KI ZAMIN LANTI HAI IS SANP KI WAZAH SE SANP JO HAI WUH MAUT KO DRASHTA HAI ZAMIN PAR SANP KA YANI MAUT KA DANK HAI GUNAH OR GU...

इब्रानी भाषा के शब्दो का प्रकाश बाइबिल की आयात के साथ 1 aleph to 9 teth ...

shalom masih yeshua men aap saboh ki salamati ho aaj hum jo Hebrew latter hain 22 shabad hai Unmen har ek ank Ki ek numerical valaue Yani ibrani men Shabad hi ank or ank hi Shabad hai Lekin men khaas baat ye hai Ho sake To ye ek study ki tarah balki spiritual Mathematics hai To ho sakte to apna copy pen Ya calcaulator Apne bible men se   nikal kar jaroor use Karen or screen ko dekhte rahen hain Or mukashafa se iman men kamil bane Kyu ye kisi insaan ka diya hua nahi or nahi insani niyat se Ya khuda ki bakhsish hai Uski qudart ne mujh par saya kaya hai ruh l quds Ke wasile To usi ne hum sab par ye mukashafa zahir kiya hai Taki hum iman men kamil huten jayen or uski mamuri men mamur hote jayen To Shuru karte hain Masih yeshu ke fazl or sachchai se Or mukashafa ke ruh ke sath ruh l quds ki madad se Hebrew ke jo letter hain Ye 3 baag men hai Pehla bhaag Ek se lekar   9 ank tak hai Yani aleph se lekar Teth tak Ek part...