Skip to main content

Posts

Showing posts from February, 2026

dream about raj kumar khalra

 to mujhe sapna aa raha hai ki raj kumar ka phone aa raha sapne men or uskke real men  raj kumar ka phone ata hai ., ki mujhe apke bare men sapna aya  maine kaha ghar aa jao aap  to wuh btata hai mere account men 20000 hazaar hai  magar main unhe unke paas jakar kehta hun 20000 nhi 1 lakh 20000 hai ., 

dream ankur narula jung on sky for christion

 aaj mujhe dream ye aya ki  ankur  narula or uski jo kalisiya hai wuh dana mandi men hain  waha par ek khula maidan hain waha par ikatha hoye bachne ke liye ., kyu masih par  asmaan se jahajo se gola barud chalne wale hain to wuh bachte phir rahen hain or main unko bolta hun ki main tumhen bachalo ga jung ka mahool asmano par jangi jhaaz mandla rahen khaas kar masiho ke khilaaf hain ,,.phir ek room hota hai jaha par moter water ka boor hai or waha kua hai to main unhen waha bej deta hun  phir main dekhta hun ki humare yaha carnoli jaha pastor raj kumar church hai waha patwaar khana hai .,  to waha cinma ghar hai ,. to salman khan mera welcome kar raha  or uske andar hai azay devgun or unke sath meri kursi lgi hui  hai yani brabar mera sheet number hai 093

dream about pahiye ki tarah side chalo

 to ye subah ka dream hai ., main subah 3 baje se 4 baje ke beech men  church hai khalra ka raj kumar ka ., to utar or purab disha ke bacho bheech ek shinghashan hai .,  badal ka bauht bhada jaha raj kumar khalra church hai uski dahini diwar ke  corner ke pass yani darwaze ke samne utar disha ki taraf upar ki dhyaan hai humaraa to uspar ek bauht bhada bazurag jiske baal chamkdar safed badal ki tarah hai khas ka beard yani dhadi  or mera or raj kumar ka dhyan us bazurag ki tarag hai ,. to wuh bazurag kehta ki pahiye ki tarah sida chalo ., to us baad ko main samjh jata hun  to usi badal ki taraf munh utha kar kehta hun ki khudawad  khuda mujhe  to samjh aa chuki tere kalam se iska revlation mil chuka hai ., par jo raj kumar khalra hai wuh apki baat sunte hi meri car burgar nikala or wuh apni sangti or chala giya inko to jayda samjh lagni chahiiye kyu ye to sewkai karte hain ., 

Dream About Marrige cricket

Sapne ka drish ye hai Ki main cricet khel rHa hun Or usmen ek insaan jo mere sath khel raha hai Main batting kr raha hun jo mere sath khel raha wuh is waqt nashe men zindghi guzar hai Aisi surat To khelte meri shadi hai Or chat par achanak Shadi ka drish aise hai Jaise meri bhua ki ladki surat dikhai.padti Or jo mera bhai hai Wuh uss ladki ke nazdeek ana chahta hai yani jisse meri shadi hai yani ki meri shadi ho isse aise niyat men to wuh ladke ke paas jata hai bar bar arounding hi to main usse ek unche sthaan se ghira deta hun merr hath men bacha hota hai wuh niche sidiyan hoti hain. Or unpar ja ghirta hai Or phir wuh ata hai Or ladki ke hatho men hath dal kar dance krta hai Or bibi yani meri nani mere upar main usse phir marna chahta hun baith jati main To jab main zor lga kar bibi se niklta hun to meri ankh kholi hoti hai or ek tez awaaz jo rat ek black wisel wala kida hota hai bol raha hota hai Bauht brchaini hi bechaini Jo bhai real life men wuh ab om lga kar sunta hai Jis din mer...

DREAM ABOUT ANKUR NARULA JAGRAN

Hindi devnagri men is dream ko likho MAIN HUN KHALRA WAHA HAI KAPDE KI DUKANE HAIN RAKES OR SUDESH PATHAR KI. TO MAIN BAZAR SE GUZAR RAHA HUN TO MAIN KALE RANG MAIL COW DEKHA OR MAIN IS Bat ke dhyaan men hun ki kahi wuh mujhe mare na magar wuh ek darkh ke sath ulta ho kar impres se karne wali harkten karta hai.. Phir main dekha hun ki sudesh pathar ki dukan men ankur narula jagrata kar raha hai.. matta rani ka lal dupato ke sath or uski biwi or sath men bandagi bhi karta hai To maine dekha main age nikla chah ruh lekin ruh ne nhi jane diya ki mujhe kya or main os insaan ko ankur narule ko bauht baland awaaz se kehta hun ki ye gallat aisa mat karo tum lanat aye gi. Wuh age se bhola banta hai main usko biwi ko bolta hun ki daud bhi aise hi devi astraat ko pujne lag gaya tha akhir men jab bhudha hua to maine kaha behan ise samjhao phir maine usse kaha ki apne bache ki taraf dekho bacho par lanat aiye gi kyu daud ke gharane par talwaar latkti rahi To main phir dekhta dadi Fauji hain...