Skip to main content

Posts

Showing posts from March, 2026

dream about purana Shateer

Main sapne men dekh raha hun ki Ruby hai.meri Wife usko men leke nikla.hoslitel se magar usmen bad ruhen hai jabardasht Or main leke ghum rHa hun  Phir main jo .mujhe pastor jante hain unki taraf bagta hun. To wuh upar ek shat par sab mil dua kar rahen hote hain  Or main car laga car bag ke ke  Or siyaal ke din hain or unho loyian li hui sab meri halat dekh kar dua karna shuru kar dete hain khas kar pua charanjeet bhi. To main behch men baith lar ro rHa hun  Aapka sapna kaafi gehra aur symbolic lag raha hai. Main aapko point-by-point samjhata hoon (Roman Urdu / Hindi style): 1. Purani chhat (old roof) Yeh aksar purani zindagi, purani soch, ya purane system ko dikhati hai Matlab koi aisi cheez jo ab weak ho chuki hai ya girne wali ho 2. Shateer (beam / lakdi ka sahara) Yeh support system hota hai — jaise ghar ka sahara Roohani taur par yeh kisi insaan, rishtay, ya system ka sahara ho sakta hai 3. Bohat bada saanp Bible ke hisaab se saanp aksar dhokha, shaitan, ya chhu...

dream about preet car pittu

 मेरे चचेरे भाई को देखता हूँ जिसको देखो और मिले हुए बौह्त साल हो चुके हैं बचपन के वक़्त औरवो खालड़ा हमारे यहाँ आया हुआ है उसने किरयाना की दूकान डाली हुई है। , और मैं उसके पास लिखत लिखवाने जाता हूँ गुरमुखी पंजाबी में और मेरे दिल में होता है की सौ से दोसो रुपये लेले गा मगर, मगर लिखने के बाद मैं उससे पैसे पूछता हूँ। , वो दो हज़ार रूपए मांगता है तो मैं ये बौह्त जायदा है वह मुझे गुरमुखी लिखी हुई बड़ी बड़ी पाटिया दे देता है। , उसमें गुरमुखी गुरबानी लिखी होती है मगर मुख्य उससे भी खुदा के प्रकाशन मिल रहे हैं मसीह यीशु के। , और फिर दूसरा सपना ये है की हम कार लेने जाते हैं तो वह काफी पैसे मांगता है। , मगर मैं कहता हूँ मेरे सत्ताई हज़ार रूपए है। , तो वो बिना किसी बात से मुझे कार दे देता है उतने में ही। , फिर हम कार में बैठ ते हैं और सोचते हैं उसने हमें इतने सस्ते में कार कैसे देदी। , फिर हम कार के कागज पत्र की जाँच करते है वो भी सही होतें हैं। ,उसपर लखा नाम लिखा होता है। , सारे कार के कागज पत्र पर फिर मैं अपने बजौराग नानो के साथ उतर दिशा से अपने घर को आ रहा होता हूँ। , हमारा ...

DReam about police army wife mamu

 to main dapne men kya dekhta hun ki bauht se punjabi police ke  officer khakhi uniform with turben humare ghar ke ghate men hain 5 se 10 log and wuh log mujhse kuch behas rahe to usmne  kisi wazah se to main unko sara baat batata hun ,. unme se 2 - 3 police  oficer mere baat sunte ache se or phir wuh chale jate hain ., uske baad main apni car lekar apni wife ko laine niklta hun or raste main sadak men do army ki bhade truc sadak ek upar khade hote hain to meri car speed men gum kar todi se space unke truck se takrate hoye bachte hoye ., nikal jati hai ., to unmen se ek army officer kehta hain ki tumne bauht tez chalai to uske liye tumara laicence cancel yani tum ye gadi nhi chala sakte hain age nhi ja sakte to main unko resquest karta hun ki ., mujhe meri  wifi ko lene jana to wuh bolta hai ., ki wuh bus hai usmen sare officer baithe hain unse request karlo ,. to main us bus men chad jata hun ., to usmen main oficer kar patta karta hun., to bus ki front seat pa...

dream about lion and horse in heven sister bhola

 mujhe sapne men sab aehm kya baat dikhi acharaz ki humari kilisiya men behan hai uska naam hai bholan or wuh humari jo ghar ki ghalli jo sadak par khatam hoti hai waha se guzar rahi hai or khuda men bauht men vishwashi bhi hai or sikha bhi rahi rahi hai ,. to main bhi waha par chal raha galli se road par jo humare galli ke bilkol samne hai ., guzrta hun to uske piche ek bauht bhada babar sher hai ., or wuh bhookha hai magar insani ko kuch nhi keh reh hai ., wuh mere paas bhi aya usne kuch nhi kaha ., or humar jani ki disha hai sister bhola jo hai wuh dakhan se uttar ki taraf ja rahi ahi ., or main picham ki or se nikla hun or dakhan ki taraf ja raha hun or wuh babbar sher bi didi bhola ke piche chal raha hai dakhan se uttar ki taraf ,agar wuh bhukha hai ., phir wuh babar sher piche modta hai ., dakhan ki taraf main kya dekhta hun ., ki wuh babar sher bauht unhci salang langata hai yani asmaan ke beech men jisse wuh dekhne men aise ki jaise pachi unche asmaan men to waha par whi...

dream About Ruby Masih

To mujhe sapne ke kuch kuch drish Yaad hai main ruby se door ho  Kisi wazah se raho ki  Or phir mumy ki wazah se milte hain or beech men pani hota hai  Or ek michli hoti hai  Or kajal hoti hai wahi khadi hoti hak kuch zindghi guzarane wali baten kar rahi hai ki mujhe zindghi katni aati hai maine to kat hi laini hai