Skip to main content

Posts

Showing posts from February, 2024

तो किसी की स्त्री का लालच न करना तू व्यभिचार न करना तू खून न करना

Shalom masih yeshua men aap saboh ki salamati ho Ajj hum sikhneja rahen hain daud ki zindghi Men usse ek galti hui Wuh kyu hui kaise uske piche wazah kya rahi hai Jo usne aisa hi   kyu kiya Agar kiya to usko bible ka parkashan men kyu darj kiya gaya Jaroori na thodi hai ki usne yahi bhool ki ho to fat se bible ke parkashan Men darj kar li gai ho Asal men sabse bhada karan hai jo is wazah ko galti ko parkash man karti hai Jo aise gunho   par raushni dalti hai wuh hai musa ki shariat vivstha Purana ahd nama To jo daud they apne zamane men purani vacha ke adhin the Masih yesu ke paida hune se pehle YÚHANNÁ 1 ;`.   17 Is liye ki sharíʻat to Músá kí maʻrifat dí gayí; ROMÍOṈ 5 13 kyúṉki sharíʻat ke diye jáne tak dunyá meṉ gunáh to thá: magar jaháṉ sharíʻat nahíṉ, waháṉ gunáh mahsúb nahíṉ hotá.    19 Kyúṉki jis tarah ek hí shaḳhs kí náfarmání se bahut se log gunahgár ṭhahre, usí tarah ek kí farmánbardárí se bahut se log r...

Translation bible old testament new testament @YasarimEl

Masih yeshu men aap saboh ki salamati ho Ajj hum baat karne ja rahen hain humari india men Humare gharo men  humare hatho men humare charcho men Translation bible ke bare men Phir wuh chahe Punjabi ho hindi ho English ho Jiske` pehle panne pehla page hum apni bible ke Cover men chipa dete hain ya phir wuh pehle hi se cover men Attached huta hai Ye mai`n nhi keh ye published by The Bible Society of india ka kehna Hai Jo likhti roop men Apki apni bible men  bhi hai Jo ke English hindi Punjabi vich main tuhade lai yani bible padan sunnan waliya li bol riha hian   *acknowledge that no Bible translation is perfect or final ; but we also know that god uses imperfect and    inadeequate things to his honour and praise ,hence the  BiBle Society Of INdia  publishing team constantly  updaits the translated text to take care of the changes that take place in langauge. the names of the review scholars editiors,transla...