maine apne hi room men apni biwi ko nirvastar dekh raha hun hebrew or masih ke mutabik biwi atmic riti kis baat ki tamseel hai tasveer hai nanga pan jiske paas dharmik vastar nhi or jo vishwash ki dharmikta bhi kho chuka hai or uske saath ek viyakti hai jo vaybchar kar raha humare room men to main dekhta hun to main apne danto se uske honto ko katne lagta hun ., yani dant ka nishan hebrew men shin jiski numerical value hai 300 jiska matalb hai gunah ko danto se pcihna kuchlna krush jaise masih yisu ne saleeb par kiya आपके सपने की व्याख्या करते समय दो बातों का ध्यान रखना ज़रूरी है: अपनी पत्नी को निर्वस्त्र देखना। अपने ही कमरे में मेरी बीवी के साथ एक लड़का है जो व्यभिचार कर रहा है उस व्यक्ति के होंठों को दाँतों से काटना। 1. पत्नी की आत्मिक तस्वीर बाइबल में पत्नी दुल्हन , सभा (कलीसिया) , वाचा , या विश्वासयोग्यता की तस्वीर है। और कई बार वह आपके अपने जीवन या आपकी सबसे निकट की आत्मिक स्थिति को भी दर्शा सकती है। पत्नी = वाचा, कलीसिया...
shalom masih yesu men apki salamati ho welcome to apke apne masih bible blog par video text image 1 YUHANNA 1;3 jo kuchh ham ne dekhá aur suná hai, tumheṉ bhí us kí ḳhabar dete haiṉ, táki tum bhí hamáre sharík ho: aur hámárí shirákat Báp ke sáth, aur us ke Beṭe Yísúʻ Masíh ke sáth hai. 4Aur yih báteṉ ham is liye likhte haiṉ ki hamárí ḳhushí púrí ho jáe.Ai bháiyo, maiṉ tumheṉ jatáe detá húṉ, ki jo ḳhushḳhabarí maiṉ ne sunáí, wuh insán kí sí nahíṉ. 12Kyúṉki wuh mujhe insán kí taraf se nahíṉ pa