Skip to main content

Posts

Showing posts from January, 2024

जो पिछले हैं, वह पहिले होंगे, और जो पहिले हैं, वे पिछले होंगे॥ How ?

Shalom masih yesu men aap saboh ko salamati ho YÚHANNÁ 1 ; 16 Kyúṉki us kí maʻmúrí meṉ se ham sab ne páyá, yaʻní fazl par fazl. 17 Is liye ki sharíʻat to Músá kí maʻrifat dí gayí; magar fazl aur sachcháí Yisúʻ Masíh kí maʻrífat pahuṉchi Aaj hum sikhne ja rahen Vivstha kya hai or fazl or sachchai kya hai Vivstha musa ki marifat di Gai, Fazl or sachchai masih yesu ki marifat puhnchi 2 KURINTHÍOṈ 3 ; 7 Aur jab maut ká wuh ʻahd jis ke hurúf pattharoṉ par khode gaye the, aisá jalálwálá húá, ki baní Isráíl Músá ke chihre par, us jalál ke sabab se jo us ke chihre par thá, gaur se nazar na kar sake; háláṉki wuh ghaṭtá játá thá; musa  koh I sina pahari  se utra uska jalal ghat ta jata tha.. musa jalAl pa kar mara masih ne mar ke jalaal paya ] : or jalal pakar marne men or marke jalal pane men fark hai ] : agar hum shariat yani musa ke dus hukmo ke adhin hai to jalal pakar marte hain..jo din prti prti din ght ta jate tha. ] : magar fazl or sachcha...

व्यवस्था और अनुग्रह, और सच्चाई DIFFERENCE BETWEEN LAW VS GRACE

Shalom masih yesu men aap saboh ko salamati ho YÚHANNÁ 1 ; 16 Kyúṉki us kí maʻmúrí meṉ se ham sab ne páyá, yaʻní fazl par fazl. 17 Is liye ki sharíʻat to Músá kí maʻrifat dí gayí; magar fazl aur sachcháí Yisúʻ Masíh kí maʻrífat pahuṉchi Aaj hum sikhne ja rahen Vivstha kya hai or fazl or sachchai kya hai Vivstha musa ki marifat di Gai, Fazl or sachchai masih yesu ki marifat puhnchi 2 KURINTHÍOṈ 3 ; 7 Aur jab maut ká wuh ʻahd jis ke hurúf pattharoṉ par khode gaye the, aisá jalálwálá húá, ki baní Isráíl Músá ke chihre par, us jalál ke sabab se jo us ke chihre par thá, gaur se nazar na kar sake; háláṉki wuh ghaṭtá játá thá; musa   koh I sina pahari   se utra uska jalal ghat ta jata tha.. musa jalAl pa kar mara masih ne mar ke jalaal paya ] : or jalal pakar marne men or marke jalal pane men fark hai ] : agar hum shariat yani musa ke dus hukmo ke adhin hai to jalal pakar marte hain..jo din prti prti din ght ta jate tha. ] : magar fazl or sachc...

यदि कोई कहे, कि मैं परमेश्वर से प्रेम रखता हूं; तो वह झूठा है:

koh i Síná urdu men सीनै पर्वत hindi men ਸੀਨਾ ਦੇ ਪਹਾੜ Punjab vich mount Sinai in English ye charo naam ek hi hi naam hai ek hi jagah ka naam hai alag alag jubano men ye sab naam apne zaroor pare sone hunge lekin aj hum is shabd ko masih yesu ke fazl or sachchai ki ruh se ruh l quds ki samjhe ge mukshafa ki ruh ki mada ke sath Ḳhurúj 31:18 (URDR55) Aur jab Ḳhudáwand koh i Síná par Músá se báteṉ kar chuká, to us ne use shahádat kí do lauheṉ díṉ. Wuh lauheṉ patthar kí, aur Ḳhudá ke háth kí likhí húí thíṉ. ḲHURÚJ 34 1Phir Ḳhudáwand ne Músá se kahá, Pahlí lauhoṉ kí mánind patthar kí do lauheṉ apne liye tarásh lená: aur maiṉ un lauhoṉ par wuhí báteṉ likh dúṉgá, jo pahlí lauhoṉ par, jin ko tú ne toṛ ḍálá, marqúm thíṉ. 2Aur subh tak taiyár ho jáná, aur sawere hí koh i Síná par ákar waháṉ paháṛ kí choṭí par mere sámne házir honá. 3Par tere sáth koí âur ádmí na áe; aur na paháṛ par kahíṉ koí dúsrá shaḳhs dikháí de. Bheṛ bakriyáṉ aur gáe bail bhí paháṛ ke sámne charne na páeṉ. 4Aur Músá ne pahlí ...