aaj mujhe dream ye aya ki ankur narula or uski jo kalisiya hai wuh dana mandi men hain waha par ek khula maidan hain waha par ikatha hoye bachne ke liye ., kyu masih par asmaan se jahajo se gola barud chalne wale hain to wuh bachte phir rahen hain or main unko bolta hun ki main tumhen bachalo ga jung ka mahool asmano par jangi jhaaz mandla rahen khaas kar masiho ke khilaaf hain ,,.phir ek room hota hai jaha par moter water ka boor hai or waha kua hai to main unhen waha bej deta hun
phir main dekhta hun ki humare yaha carnoli jaha pastor raj kumar church hai waha patwaar khana hai .,
to waha cinma ghar hai ,. to salman khan mera welcome kar raha
or uske andar hai azay devgun or unke sath meri kursi lgi hui hai yani brabar mera sheet number hai 093
Comments
Post a Comment