to ye subah ka dream hai ., main subah 3 baje se 4 baje ke beech men
church hai khalra ka raj kumar ka ., to utar or purab disha ke bacho bheech ek shinghashan hai .,
badal ka bauht bhada jaha raj kumar khalra church hai uski dahini diwar ke corner ke pass yani darwaze ke samne utar disha ki taraf upar ki dhyaan hai humaraa to uspar ek bauht bhada bazurag jiske baal chamkdar safed badal ki tarah hai khas ka beard yani dhadi or mera or raj kumar ka dhyan us bazurag ki tarag hai ,. to wuh bazurag kehta ki pahiye ki tarah sida chalo ., to us baad ko main samjh jata hun
to usi badal ki taraf munh utha kar kehta hun ki khudawad khuda mujhe to samjh aa chuki tere kalam se iska revlation mil chuka hai ., par jo raj kumar khalra hai wuh apki baat sunte hi meri car burgar nikala or wuh apni sangti or chala giya inko to jayda samjh lagni chahiiye kyu ye to sewkai karte hain .,
Comments
Post a Comment