Matí 6:21 (URDR55)
kyúṉki jaháṉ terá mál hai,
wahíṉ terá dil bhí lagá rahegá.
भजन संहिता 51:6
·
देख, तू हृदय की सच्चाई से प्रसन्न होता है; और मेरे मन ही में ज्ञान सिखाएगा।
गलातियों 4:6
- और तुम जो पुत्र हो, इसलिये परमेश्वर ने अपने पुत्र के आत्मा को, जो हे अब्बा, हे पिता कह कर पुकारता है, हमारे हृदय में भेजा है।
रोमियो 8:27
- और मनों का जांचने वाला जानता है, कि आत्मा की मनसा क्या है क्योंकि वह पवित्र लोगों के लिये परमेश्वर की इच्छा के अनुसार बिनती करता है।
तीतुस 1:15
- शुद्ध लोगों के लिये सब वस्तु शुद्ध हैं, पर अशुद्ध और अविश्वासियों के लिये कुछ भी शुद्ध नहीं: वरन उन की बुद्धि और विवेक दोनों अशुद्ध हैं।
Titus 1:15 (URDR55)
Pák logoṉ ke liye
sab chízeṉ pák haiṉ; magar gunáhálúda aur beímán logoṉ ke líye kuchh bhí pák
nahíṉ balki un kí ʻaql aur dil donoṉ gunáhálúda haiṉ.
'kyúṉki likhá hai, ki Pák ho, is liye ki maiṉ pák húṉ. '
1 Patras 1:16
HIZQÍEL 36
; 26Aur maiṉ tum ko nayá dil baḳhshúṉgá, aur nayí
rúh tumháre bátin meṉ ḍálúṉgá, aur tumháre jism meṉ se saṉgín dil ko nikál ḍálúṉgá,
aur goshtín dil tum ko ‘ináyat karúṉgá.
Paidáish 1:3 (URDR55)
Aur Ḳhudá ne kahá, ki
Raushní ho já: aur raushní ho gayí.
2 KURINTHÍOṈ 4
; 6Is liye ki Ḳhudá hí hai, jis ne farmáyá, ki Táríkí meṉ se núr
chamke; aur wuhí hamáre diloṉ meṉ chamká, táki Ḳhudá ke jalál kí pahchán ká núr
Yisúʻ Masíh ke chihre se jalwagar ho.
LÚQÁ 24
; 27Phir Músá se aur sab nabíoṉ
se shurúʻ karke, sáre nawishtoṉ meṉ jitni báteṉ us ke haqq meṉ likhí húí haiṉ,
wuh un ko samjhá díṉ. 28Itne meṉ wuh us gáṉw ke
nazdík pahuṉch gaye, jaháṉ játe the: aur us ke ḍhang se aisá maʻlúm húá, ki wuh
áge baṛhná cháhtá hai. 29Unhoṉ ne use yih kahkar majbúr
kiyá, ki Hamáre sáth rah, kyúṉki shám húá cháhtí hai, aur din ab bahut ḍhal
gayá. Pas wuh andar gayá, táki un ke sáth rahe. 30Jab wuh un ke sáth kháná
kháne baiṭhá, to aisá húá ki us ne roṭí lekar barakat cháhí, aur toṛkar un ko
dene lagá. 31Is par un kí áṉkheṉ khul
gayíṉ, aur unhoṉ ne us ko pahchán liyá;
निर्गमन 28:3
· और जितनों के हृदय में बुद्धि है, जिन को मैं ने बुद्धि देनेवाली आत्मा से परिपूर्ण किया है,
निर्गमन 31:6
;वरन जितने बुद्धिमान है उन सभों के हृदय में मैं बुद्धि देता हूं,
व्यवस्थाविवरण 10:16
·
इसलिये अपने अपने हृदय का खतना करो
1 राजा 4:29
- और परमेश्वर ने सुलैमान को बुद्धि दी, और उसकी समझ बहुत ही बढ़ाई, और उसके हृदय में समुद्र तट की बालू के किनकों के तुल्य अनगिनित गुण दिए।
मत्ती 12:42
·
दक्खिन की रानी न्याय के दिन इस युग के लोगों के साथ उठकर उन्हें दोषी ठहराएगी, क्योंकि वह सुलैमान का ज्ञान सुनने के लिये पृथ्वी की छोर से आई, और देखो, यहां वह है जो सुलैमान से भी बड़ा है।
1 इतिहास 16:10
·
उसके पवित्र नाम पर घमंड करो; यहोवा के खोजियों का हृदय आनन्दित हो।
भजन संहिता 19:8
·
यहोवा के उपदेश सिद्ध हैं, हृदय को आनन्दित कर देते हैं; यहोवा की आज्ञा निर्मल है, वह आंखों में ज्योति ले आती है
IFISÍOṈ 1
; 18aur tumháre dil kí áṉkheṉ raushan ho jáeṉ,
táki tum ko maʻlúm ho, ki us ke buláne se kaisí kuchh ummed hai, aur us kí
mírás ke jalál kí daulat muqaddasoṉ meṉ kaisí kuchh hai;
19aur ham ímán lánewáloṉ ke liye us kí baṛí
qudrat kyá hí behadd hai, us kí baṛí quwwat kí tásír ke muwáfiq, 20jo us ne Masíh meṉ kí, jab
ki use murdoṉ meṉ se jilákar apní dahiní taraf ásmání maqámoṉ par biṭháyá, 21aur har tarah kí hukúmat,
aur iḳhtiyár, aur qudrat, aur riyásat, aur har ek nám se bahut baland kiyá, jo
na sirf is jahán meṉ, balki ánewále jahán meṉ bhí liyá jáegá:
; kyúṉki Rúhuʼl Quds jo ham ko baḳhshá
gayá hai, us ke wasíle se Ḳhudá kí mahabbat hamáre diloṉ meṉ dálí gayí hai.
ʻIBRÁ NÍOṈ 8
; 10Phir Ḳhudáwand farmátá hai, ki Jo ʻahd Isráíl ke gharáne se
Un dinoṉ ke baʻd báṉdhúṉgá, wuh yih hai, ki
Maiṉ apne qánún un ke zihn meṉ dálúṉgá,
Aur un ke diloṉ par likhúṉgá;
Aur maiṉ un ká Ḳhudá húṉgá,
Aur wuh merí ummat hoṉge:
11Aur har shaḳhs ko apne hamwatan
Aur apne bháí ko yih taʻlím dení na paṛegí, ki Tú Ḳhudáwand ko
pahchán;
Kyúṉki chhoṭe se baṛe tak, sab mujhe ján leṉge;
12Is liye ki maiṉ un kí nárástíoṉ par rahm karúṉgá,
Aur un ke gunáhoṉ ko phir kabhí yád na karúṉgá.
13Jab us ne nayá ʻahd kahá, to pahle ko puráná ṭhahráyá. Aur jo chíz
purání aur muddat kí ho játí hai, wuh miṭne ke qaríb hotí hai.
2 KURINTHÍOṈ 3
; 2Hamárá jo ḳhatt hamáre diloṉ
par likhá húá hai,
2 Kurinthíoṉ 3:2
; 'Hamárá jo ḳhatt hamáre diloṉ par likhá húá hai, wuh tum ho, aur
use sab ádmí jánte aur paṛhte haiṉ: '
2 Kurinthíoṉ 3:2
3záhir hai, ki tum Masíh ká wuh ḳhatt ho, jo
ham ne ḳhádimoṉ ke taur par likhá; siyáhí se nahíṉ, balki zinda Ḳhudá kí Rúh
se; patthar kí taḳhtíoṉ par nahíṉ, balki gosht kí, yáʻní dil kí taḳhtíoṉ
par. 4Ham Masíh kí maʻrifat Ḳhudá par aisá hí
bharosá rakhte haiṉ:
Comments
Post a Comment