Shalom masih yesha men aap saboh ki
salamati ho
Kitna asan hai bible men se ye panda ki
gehraon men adnhera tha
Or ham in shabdo ko kitani asani se pad kar
guzat jate hain
Kyu ye bible men likh huyen ek kalam ke
taur par dharmik pustak ke taur
Par lekin in shabdo humari zindghi zindghi
ke sath kitna gehra rishta hai kitni geharai se ye shabad humari zindghi ke
sath talukaat rakhte hain
Ye hum apni asal zindghi men haqeeqi
zindghi men ` janne ki koshish hi nhi karte hai,,na hi khyaal men ehsaas men jazbaat men
जिस प्रकार मृग कस्तूरी की तलाश में jungle men भटकता है
Or wuh कस्तूरी हिरण के नाभी में बसी होती है, और उस कस्तूरी की खुशबू हिरण को हरदम prehsan करती है। lekin hiran bilkol is baat se anjaan huta hai ki wuh
kasturi ki khushbhi mujhmen se hi kudrati taur par aa rahi वह उसे खोजने के लिए पूरे jungle में ढूंढता फिरता है।
Ek aam insan ki zindghi bhi kasturi hiran
ki tarah hi hai jisme raushni nhi hoti
wuh andhere ki gehrayion men bina raushani ke andhere men hi kastoori hiran ki
tarah bhatkte huye guzar jati hai
Hum kabhi bhi gehraon men andhera sahbad ko
apni jo humari insani zindghi hai
Is andhere ko kabhi samjhne ki koshish nhi
karte jo ki humari zindghiyon men bhi bilkol hi aisa hai
Anhdera huta hai rehta hai har cheez
andhere men se or andhere men hi raushni ki jati hai
Humari zindghi ki shuraat se lekar kuch
chizon se hum bahriri taur par raushni huti jati hai
Hai or kuch chizen androni
Kuch chizen atmic ruhani or kuch chizen srirak sansaarik jismani
Lekin ye huti pehle se hi hain
Magar andhere ki gehraon men
Raushn kaise huti hum jab se badan ke
wasile janam lete hain
To badan ke wasile andhkaar men se rasuhni
ho jate hian
Waqt ke adhin
Phir bachapan jawani budapa
Lekin inmen chalet zindghi guzarate
Hum dukh taklif khushi gami apne paraye
Amiri greebi sansaar men chalet
Bauht kuch badan ke taur par ruhani taur
par dili taur par or dimagi taur
Sehte hain guzarten hain mehsoos karten
Jab humen bachpane men huten hain
To jawani ki baten jimeedariya soch khyaal
andhere ki gehraon men hute hain
Umare bhadne ke sath waqt ke adhin hum
jawani ladak pan men andhere ki ghraon men
Se badan ke taur par khyaali taur par
raushn hota jata hai iske sath jimedaari
Zindghi men kabil or kamil banne ki sojh
bojh
Or isi tarah budapa bhi
Lekin jo jo hum hasil karte jaten hian chahe wuh atmic ho ya jismani
Wuh raushan huta jata hai
Magar andhera waha nhi therta jaha jo
humari zindghi men raushan ho chuki hai
Jaha raushni nhi ya jo cheez waqt ke adhin
humpar raushni nhi hoi
Wuh abh bhi andhere ki gehrao men hai
Andhara waha nhi jahan raushni hai
Lekin jaha ab tak raushni nhi pauhnchi
Ya job hi kuch anhdere ki gehraon men hai
Wuh ab tak raushn nhi hua waha par andhera
hi andhera hai
Or andhera hai humesha rehta hai
Raushni hune ka matlab hi yahi hai jis kaam
ki zingdhi men chalet
Kalam ki rishto ki mushkilon ki zindghi men
halat men zindghi guzarten huye
Jo hum sikhten jate hain wuh jo kar guzar
gaye sikh gaye ya humpar guzar gaya wuh raushan ho chukka
Koi knowledge koi ilam ya kaam
Lekin jo kuch abhi tak hum par zahir nhi
wuh ab bhi andhere ki gerhraon men hai
Apne zindghi men sab kuch hasil kar liya
hare k mushklat ka samna kar chuke
Mushkil se mushkal duar men se guzar chuke
Khuda ke fazl se iman se umeed sabar se
Ruh l quds ki deleri se
Lekin wuh dar wuh bechani phir bhi rahe ga
hi
Kyu ki aap utna hi jante hain utna hi aap
par zahir hai
Jitan waqt ke rehte aap par raushan hua
Lekin jo baki hai jo age jo abhi tak hua
nhi hune wala hai
Wuh ab andhere men hain gehraon men
Or ye rahe ga hi kyu abhi tak raushan nhi
kiya gaya
Or jaise jaise waqt halat ke chalet aap
sabar
Or iman ruh l quds ki deleri ke sath
Gehraon ke andhere men chalete
Safr karte jayen vese vese har cheez
gehraon ke andhere men se raushan huti jai gi
Rasuhni aap men kaam karti hai or aap
gheraon ke andhre men
Raushni aap men rehti hain or aap gehraon
ke andhere men
Raushni aap men chalti hai or aap gehraon
ke andhere men
Gehraon men jitna marzi andhera ho
Lekin jahan aap hunge wahan andhera tik nhi
paye ga
Kyu aap apne men zindghi rakhte hain
Or zindghi kya hai iman umeed sabar ruh l
quds
Jab aap apne aap yun zindghi rakh kar
andhere ki gehraon men utaro ge
Chahe kitna bhi gehra kyu na hai
Lekin jahan aap hunge wahan raushni hugi
App yusuf ki zindghi se jaroor hi wakif hunge jab wuh apne bhai ke sath baap ki
sulb men
Tak kahan uspar ye baten raushan thi,
Sapne aine se pehle
Ki uske bhai usko mare koen men phenke
Phir benche ge or wuh itni musibat or
mushkten uthata hua misr ka raja ho jaye ga
Kehan ka matlab agar aap zindghi hai khuda
ka fazl hai
To jaise jaise
Aap andhkar men dukh taklifon men musibat
men jao
To wuh andhkar wuh anhdera wuh bura waqk wuh
bure halat
Apka dwara rashan hute jayen or wuh banten
khuda ne yusf ke liye andhere ki gehraon men se raushan ki
Kyu ki jaise yusuf andhkaar men se guzarta
gaya or wahan wahan raushni yani ziandghi phailti ki gai
Kyu wuh khud men zindghi rakhta tha usmen
zindghi thi
YÚHANNÁ 1
; 4Us meṉ zindagí thí; aur wuh zindagí ádmíoṉ ká núr thá. 5Aur núr táríkí meṉ chamaktá
hai: aur táríkí ne use qubúl na kiyá.
Apko patta masih yeshu ke dwara
andhere ki gehraon men kis cheez ko raushan kiya gaya
Fazl or sachchai ki ruh ko
16Kyúṉki us kí maʻmúrí meṉ se ham sab ne páyá, yaʻní fazl par fazl.
'Is liye ki sharíʻat to Músá kí maʻrifat dí gayí; magar fazl aur
sachcháí Yisúʻ Masíh kí maʻrífat pahuṉchi. '
Yúhanná 1:17
Yesu masih ki marfit
gehraon ke andhere men se fazl or sachchai ko raushan kiya
Iman ko kamil or raushan kiya bête hune ka haq baksha
Saleebi maut ko qabool kiya ruh l quds baksha
Asmaaani sthano men apne sath bithaya
Jo baten gehraon ke andhere men chipi thi masih yeshu ki marfit on
baton ke upar or wuh baten humare liye raushan ki
YÚHANNÁ 8
; 12Yisúʻ ne phir un se muḳhátib hokar kahá; Dunyá ká núr maiṉ húṉ; jo
merí pairawí karegá, wuh andhere meṉ na chalegá, balki zindagí ká núr páegá
ʻIBRÁ NÍOṈ 12
; Ai mere beṭe, Ḳhudáwand kí
tambíh ko náchiz na ján,
Aur jab wuh tujhe malámat
kare, to bedil na ho;
6Kyúṉki jis se Ḳhudáwand mahabbat rakhtá hai, use tambíh bhí kartá hai,
Aur jis ko beṭá baná letá
hai, us ke koṛe bhí lagátá hai.
Kore lagane ka matlab hi yahi hai ki bête
ko jo nur hai
Jismen rauashni hai usko gehraon ke andhre
men bejna
Yani uske gehraon ke andhere men jane se
Yani kore khane se hum change hun
Yani wuh log jo is raushni se fazl se wakif
nhi
YASA‘IYÁH 53
; 5Háláṉki wuh hamárí ḳhatáoṉ ke sabab se gháyal kiyá gayá, aur
hamárí badkirdárí ke bá‘is kuchlá gayá: hamárí hí salámatí ke liye us par
siyasat húí; táki us ke már kháne se ham shifá páeṉ.
Ab masih yesu gayal yani is andhere men kyu
beje ge taki jin logo ne anhdere ki gehraon men
Khatayin ki wuh maaf hun
Isliye ye nur yani masih yesu gayal kiya
gaya
Phir wuh gehraon ke anhdere men kuchla gaya
Phir wuh sayasat ke andhkar men gehraon
Men khuda ne use beja
Taki unpar salamati ho jo is gehraon ke
andhere men
Bhatke huye hain jinke paas rasuhni nhi
Aur jis ko beṭá baná letá
hai, us ke koṛe bhí lagátá hai.
táki us ke már kháne se ham shifá páeṉ.
Uske maar khane se wuh change hun jo nur ke
farzand nhi hai
Taki unko bhi nur ke farzand bnaye or
gehraon ke andhere ke qabze se chodaye
Or sab se bheda gehra andhera qabar masih
yesu ne nur ne wahan par bhi
Apni rauhsni jalal se maut ki gehrai ke
anhdere ko zindghi ki rasuhni se ruh l quds ke wasile baap ke jalal men raushan
kar diya
ROMÍOṈ 5
1Pas jab ham ímán se rástbáz
ṭhahre, to Ḳhudá ke sáth apne Ḳhudáwand Yisúʻ Masíh ke wasíle se sulh
rakkheṉ; 2jis ke wasíle se ímán ke sabab us fazl tak hamárí rasáí bhí húí,
jis par qáim haiṉ; aur Ḳhudá ke jalál kí ummed par faḳhr kareṉ. 3Aur sirf yihí nahíṉ, balki musíbatoṉ meṉ bhí faḳhr kareṉ; yih
jánkar, ki musíbat se sabr paidá hotá hai; 4aur sabr se puḳhtagí; aur puḳhtagí se ummed paidá hotí hai: 5aur ummed se sharmindagí hásil nahíṉ hotí, kyúṉki Rúhuʼl Quds jo
ham ko baḳhshá gayá hai, us ke wasíle se Ḳhudá kí mahabbat hamáre diloṉ meṉ
dálí gayí hai.
1 Patras 3:14 (URDR55)
Aur agar
rástbází kí ḳhátir dukh saho bhí, to tum mubárak ho:
Filippíoṉ 1:29 (URDR55)
kyúṉki Masíh kí
ḳhátir tum par yih fazl húá, ki na faqat us par ímán láo, balki us kí ḳhátir
dukh bhí saho:
2 KURINTHÍOṈ 4
; 14kyúṉki ham jánte haiṉ, ki jis ne Ḳhudáwand Yisúʻ ko jiláyá, wuh ham ko bhí
Yisúʻ ke sáth shámil jánkar jiláegá, aur tumháre sáth apne sámne házir
karegá. 15Is liye ki sárí chízeṉ tumháre wáste haiṉ,
táki bahut se logoṉ ke sabab fazl ziyáda hokar Ḳhudá ke jalál ke liye
shukrguzárí bhí baṛháe.
16Is liye ham himmat nahíṉ
hárte; balki go hamárí záhirí insáníyat záil hotí játí hai, phir bhí hamárí
bátiní insáníyat roz ba roz nayí hotí játí hai. 17Kyúṉki hamárí dam bhar kí halkí sí musíbat hamáre liye azhadd
bhárí aur abadí jalál paidá kartí játí hai;
Comments
Post a Comment