YÚHANNÁ 10
; 40Wuh phir
Yardan ke pár us jagah chalá gayá, jaháṉ Yúhanná pahle baptisma diyá kartá thá,
aur wahíṉ rahá.
Istisná
11:31 (URDR55)
Aur
tum Yardan pár isí liye jáne ko ho, ki us mulk par, jo Ḳhudáwand tumhárá Ḳhudá
tum ko detá hai, qabza karo, aur tum us par qabza karoge bhí, aur usí meṉ
basoge.
Yardan ka matlab yani uper se niche ko ana nadi ke pani ki
jaise nadi ka pani uper se niche ko behta hua ata hai
flow down
FILIPPÍOṈ 2
; 5Waisá hí
mizáj rakkho, jaisá Masíh Yisúʻ ká bhí thá: 6us ne
agarchi Ḳhudá kí súrat par thá, Ḳhudá ke barábar hone ko qabze meṉ rakhne kí
chíz na samjhá, 7balki apne áp ko ḳháli kar diyá, aur ḳhádim kí
súrat iḳhtiyár kí, aur insánoṉ ke mushábih ho gayá; 8aur insání
shakl meṉ záhir hokar apne áp ko past kar diyá, aur yaháṉ tak farmánbardár
rahá, ki maut, balki salíbí maut, gawárá kí.
HIZQÍEL 47
; 8 pání
mashriqí ‘iláqe kí taraf bahtá hai, aur maidán meṉ se hokar samundar meṉ já
miltá hai, aur samundar meṉ milte hí us ke pání ko shírín kar degá. 9Aur yúṉ
hogá, ki jaháṉ kahíṉ yih daryá(yani yesu) pahuṉchegá, har ek chalne phirnewálá
jándár zinda rahegá, aur machhliyoṉ kí baṛí kasrat hogí; kyúṉki yih pání waháṉ
pahuṉchá, aur wuh shírín ho gayá, pas jaháṉ kahíṉ yih daryá(yani yesu) pahuṉchegá
zindagí baḳhshegá.
व्यवस्थाविवरण 3:17 न्यू लिविंग ट्रांसलेशन (एनएलटी)
उन्हें गलील सागर से मृत सागर तक यरदन घाटी भी प्राप्त हुई, यरदन नदी पश्चिमी सीमा के रूप में कार्य करती थी। पूर्व में पिसगाह की ढलानें थीं।
Apko confues hune ki jaroorat nhi
Ruh l quds yani madadgaar humare sath hai
यह
नदी सीरिया और लेबनान के
बीच की सीमा पर,
माउंट हर्मन की ढलानों से
निकलती है, और उत्तरी इज़राइल
से होते हुए दक्षिण की ओर गैलिली
सागर (टिबेरियस झील) तक बहती है।
समुद्र से बाहर निकलकर,
यह दक्षिण की ओर बढ़ता
है, इज़राइल और इज़राइल के
कब्जे वाले पश्चिमी तट को पश्चिम
में जॉर्डन से पूर्व में
विभाजित करता है और मृत
सागर में मिल जाता है। मीटर) की ऊंचाई पर
मृत सागर की सतह, पृथ्वी
पर सबसे निचला भूमि बिंदु है।
Yardan
wuh hai jaha yeshua ka yahuna baptisa dene wale se baptisma liya
Is
yardan nadi ka pani niche ko behta hua dead sea yani khara pani mara hua pani
ya jo darsata hai murda zindghi ko yani
mari hui zindghi
Ja padta
hai
Yani
yesu yahudio ko nishaan dikha rahe the beshak hum ne is baaat ko aaj riti
riwaaz banan liya hai
Ki main
murda zindghhi ko zinda karne aya hun
Yani
khare pane ko mitha karne aya hun
2
राजा 2:20
·
उसने कहा, एक नये प्याले में नमक डालकर मेरे पास ले आओ; वे उसे उसके पास ले आए।
2 राजा 2:21
·
तब वह जल के सोते के पास निकल गया, और उस में नमक डालकर कहा, यहोवा यों कहता है, कि मैं यह पानी ठीक कर देता हूँ, जिस से वह फिर कभी मृत्यु वा गर्भ गिरने का कारण न होगा।
MATÍ 3
; 13Us waqt
Yisúʻ Galíl se Yardan ke kanáre Yúhanná ke pás us se baptisma lene áyá.
'Jo mujh par ímán láegá, us ke andar se, jaisá ki kitáb i
muqaddas meṉ áyá hai, zindagí ke pání kí nadiyáṉ járí hoṉgí. '
Yúhanná 7:38
YÚHANNÁ 4
; 3Yisúʻ ne
jawáb meṉ us se kahá; Jo koí is pání meṉ se pítá hai, wuh phir piyásá
hogá; 14magar jo koí us pání meṉ se píegá jo maiṉ use dúṉgá,
wuh abad tak piyásá na hogá; balki jo pání maiṉ use dúṉgá, wuh us meṉ ek
chashma ban jáegá, jo hamesha kí zindagí ke liye járí rahegá.
IFISÍOṈ 3
; 17aur ímán ke
wasíle se Masíh tumháre diloṉ meṉ sukúnat kare; táki tum mahabbat meṉ jaṛ pakaṛke,
aur bunyád qáim karke, 18sab muqaddasoṉ samet baḳhúbí maʻlúm kar sako, ki
us kí chauṛáí, aur lambáí, aur úṉcháí, aur gahráí kitní hai
PAIDÁISH 1
; 6Aur Ḳhudá
ne kahá, ki Pániyoṉ ke darmiyán fazá ho, táki pání pání se judá ho jáe. 7Pas Ḳhudá
ne fazá ko banáyá, aur fazá ke níche ke pání ko fazá ke úpar ke pání se judá
kiyá: aur aisá hí húá.
Yani aunchai or gehrai
Yani pani nishan hai insani zindghi ka
Yani upar ka pani asmani zindghi ka nishan
Niche ka pani jismani zimini zindghi ka nishan
hai
ḲHURÚJ 14
; 21Phir Músá
ne apná háth samundar ke úpar baṛháyá: aur Ḳhudáwand ne
rát bhar tund púrabí áṉdhí chalákar aur samundar ko píchhe haṭákar use ḳhushk
zamín baná diyá, aur pání do hisse ho gayá. 22Aur baní
Isráíl samundar ke bích meṉ se ḳhushk zamín par chalkar nikal gaye: aur un ke
dahine aur báeṉ háth pání díwár kí tarah thá.
ʻIBRÁ NÍOṈ 1
; 7 Wuh apne firishtoṉ ko hawáeṉ, banátá hai:
LÚQÁ 5
; 4Jab kalám
kar chuká, to Shamaʻún se kahá; Gahre meṉ le chal, aur tum shikár ke liye apne
jál ḍálo. 5Shamaʻún ne jawáb meṉ kahá; Ai sáhib, ham ne rát
bhar mihnat kí, aur kuchh háth na áyá; magar tere kahne se jál dáltá húṉ. 6Yih kiyá
aur wuh machhliyoṉ ká baṛá gol gher láe, aur un ke jál phaṭne lage.
Gehrao hain duniya sansaar asman ke uper ke pani se zamin ke niche ke
pani tak
Sansaari men se pchliya pakdi ni hain yani
zindghiya bachani hain
Ab gehrao ke uper to andhera hain lekin
PAIDÁISH 1
; 9Aur Ḳhudá
ne kahá, ki Ásmán ke níche ká pání ek jagah jama‘ ho, ki ḳhushkí nazar áe: aur
aisá hí húá. 10Aur Ḳhudá ne ḳhushkí ko Zamín kahá;
Ab hi wuh gehrao hai
Jispar khuda ki ruh pani ki sateh par jumbish
karti thi
Kyu ki kalam men likha hai
यूहन्ना 12:46
·
मैं जगत में ज्योति होकर आया हूं ताकि जो कोई मुझ पर विश्वास करे, वह अन्धकार में न रहे।
Ifisíoṉ 5:8 (URDR55)
kyúṉ-ki tum pahle táríkí the, magar ab Ḳhudáwand meṉ núr ho: pas
núr ke farzandoṉ kí tarah chalo,
Matí 5:14 (URDR55)
Tum dunyá ke núr ho;
1 Thissaluníkíoṉ 5:5 (URDR55)
kyúṉki
tum sab núr ke farzand, aur din ke farzand ho; ham na rát ke haiṉ, na táríkí
ke.
Yúhanná 1:5 (URDR55)
Aur
núr táríkí meṉ chamaktá hai:
MATÍ 13
; 47Phir ásmán
kí bádsháhat us baṛe jál kí mánind hai, jo daryá meṉ ḍálá gayá, aur us ne har
qism kí machhliyáṉ sameṭ líṉ: 48aur jab
bhar gayá, to use kanáre par kheṉch láe, aur baíṭhkar achchhí achchhí to
bartanoṉ meṉ jamaʻ kar líṉ, aur burí burí pheṉk diṉ.
Ab is
kaalam ko dhyaan se suniye ga or samjhiye ga
Asmaan pani ka center hai
Ek asamani pani hai jo asmaan ke upar hai
Or ek zamini pani hai jo asmaan ke niche hai
Or zamin ke nich bhi pani hai
Ab asmaan ki gehraai
Zamin hai
Yani agar asmaani ke uper ke pani se hum hum
niche ki dekhe to asmaan ke upar ki gehrai niche hai yani zamin
Zamin ki gehrai niche hai yani patal
Agar hum zamin se niche yani patal tak gehrai
unchain nape
To zamin se patal tak gehrao hain
Or asman se zamin tak ye gerhao hai
Pani darshata hai zindghi ko
Zamin ka pani maut ka pani
Asmani pani zindghi ka pani
1 KURINTHÍOṈ 15
; 40Ásmání bhí
jism haiṉ, aur zamíní bhí: magar ásmáníoṉ ká jalál âur hai, zamíníoṉ ká âur.
'Ímán hí se Hanok uṭhá
liyá gayá, táki maut ko na dekhe; aur chúṉki Ḳhudá ne use uṭhá liyá thá
ʻIbrá Níoṉ 11:5
परन्तु जितनों ने उसे ग्रहण किया, उस ने उन्हें परमेश्वर के सन्तान होने का अधिकार दिया, अर्थात उन्हें जो उसके नाम पर विश्वास रखते हैं।
यूहन्ना 1:12
Romíoṉ 8:9 (URDR55)
Lekin
tum jismání nahíṉ, balki rúhání ho, basharte ki Ḳhudá kí Rúh tum meṉ basí húí
hai. Magar jis meṉ Masíh kí Rúh nahíṉ, wuh us ká nahíṉ.
Romíoṉ 8:10 (URDR55)
Aur
agar Masíh tum meṉ hai, to badan to gunáh ke sabab se murda hai; magar rúh
rástbází ke sabab se zinda hai.
Kulussíoṉ 3:1 (URDR55)
Pas
jab tum Masíh ke sáth jiláe gaye, to ʻálam i bálá kí chízoṉ kí talásh meṉ raho,
jaháṉ Masíh maujúd hai, aur Ḳhudá kí dahiní taraf baiṭhá hai.
Comments
Post a Comment