Skip to main content

flat Earth beliefs हिन्दी @GNGHindi @yasarimel

shalom masih yeshu men aap saboh ki salamati ho

to ye kuch log hain america se jinho ne phir se ya dawa kiya hai ki jo dharti hai wuh ghol nhi chapti hai

pehle to secince bhi is baat ka inkar karti rahi thi lekin baad men scinece ne bhi is baat par mohar kardi ki dharti parthvi gol hi hai

magar ye kuch american logs jo bible ka or science ko dono nakar rahen

or inho ne apna hi ek Flat Earth naam ka group bnaya hua america men

jo log ye yaqin mante hain ki dharti to chapti hai

चपटी पृथ्वी मॉडल प्राचीन काल की एक अवधारणा थी कि पृथ्वी का आकार चपटा या एक डिस्क के जैसा है। सपाट या चपटी धरती की मान्यता कई प्राचीन संस्कृतियों में आसानी से देखी सकती है, जिसमें ग्रीस भी शामिल है। ग्रीस में शास्त्रीय काल (323 ईसा पूर्व) तक, पूर्व की कांस्य युग और लौह युग सभ्यताओ में हेलेनिस्टिक काल (31 ईसा पूर्व) तक, [[]] [[]] ( प्रारंभिक शताब्दी ईस्वी ) चीन में 17 वीं शताब्दी तक यह अवधारणा कायम रही।

वर्तमान मे , गोल आकार की पृथ्वी मुख्यधारा के वैज्ञानिको द्वारा स्वीकार की गई

 

वर्तमान में , सपाट पृथ्वी अवधारणा को उन संगठनों और व्यक्तियों द्वारा बढ़ावा दिया जाता है जो दावा करते हैं कि पृथ्वी सपाट है, य़ह पृथ्वी के गोलाकार होने को नकारते है।इसका एक उदाहरण 1956 में सैमुएल शैंटन द्वारा स्थापित की गई  फ्लैट अर्थ सोसाइटी (अंग्रेज़ी: The Flat Earth Society) है।

2 Kurinthíoṉ 4

; 4yaʻní un beímánoṉ ke wáste, jin kí ʻaqloṉ ko is jahán ke ḳhudá ne andhá kar diyá hai, táki Masíh jo Ḳhudá kí súrat hai, us ke jalál kí ḳhushḳhabarí kí raushní un par na paṛe. 

Lúqá 4

; 18Ḳhudáwand kí Rúh mujh par hai,

Is liye ki us ne mujhe garíboṉ ko ḳhushḳhabarí dene ke liye masah kiyá;

Us ne mujhe bhejá hai, ki qaidíoṉ ko riháí,

Aur andhoṉ ko bínái páne kí ḳhabar sunáúṉ,

Matí 11

; 4Yisúʻ ne jawáb meṉ un se kahá, ki Jo kuchh tum sunte aur dekhte ho, jákar Yúhanná se bayán kar do, 5ki andhe dekhte, aur laṉgṛe chalte phirte haiṉ, koṛhí pák sáf kiye játe, aur bahre sunte haiṉ, aur murde zinda kiye játe haiṉ, aur garíboṉ ko ḳhushḳhabarí sunáí játí haí; 6aur mubárak wuh hai, jo mere sabab se ṭhokar na kháe. 

 

      Yasa‘iyáh 40

; 22Wuh muhít i zamín par baiṭhá hai, aur us ke báshinde ṭiḍḍoṉ kí mánind haiṉ: wuh ásmán ko parde kí mánind tántá hai, aur us ko sukúnat ke liye ḳhaime kí mánind phailátá hai:

VIsaiah 40

; 22It is He who sits above the circle of the earth,

And its inhabitants are like grasshoppers;

Amplified Bible

Isaiah 40

; 22Which sitteth on the compass of [the] earth, and the dwellers thereof be as locusts;

John wykliefe bible

'It is he that sitteth upon the circle of the earth, and the inhabitants thereof are as grasshoppers; that stretcheth out the heavens as a curtain, and spreadeth them out as a tent to dwell in: '

 

Isaiah 40:22

King james version

Isaiah 40

; 22It is He who sits above the circle of the earth,

And its inhabitants are like grasshoppers,

Who stretches out the heavens like a curtain,

And spreads them out like a tent to dwell in.

23He brings the princes to nothing;

New king james version

Isaiah 40

; 22It is He who sits above the circle of the earth,

And its inhabitants are like grasshoppers,

Who stretches out the heavens like a curtain

And spreads them out like a tent to dwell in.

New American standard bible 1995

यशायाह 40

; 22यहोवा ही सच्चा परमेश्वर है!

वही धरती के चक्र के ऊपर बैठता है!

उसकी तुलना में लोग टिड्डी से लगते हैं।

उसने आकाशों को किसी कपड़े के टुकड़े की भाँति खोल दिया।

उसने आकाश को उसके नीचे बैठने को एक तम्बू की भाँति तान दिया।

 

 

2 Yúhanná 1:7 (URDR55)

Kyúṉki bahut se aise gumráh karnewále dunyá meṉ nikal khaṛe húe haiṉ, jo Yisúʻ Masíh ke mujassam hokar áne ká iqrár nahíṉ karte. Gumráh karnewálá, aur mu-ḳhálif i Masíh yihí hai.

 

1 Tímuthiyus 4

1Lekin Rúh sáf kahtí hai, ki áyanda zamánoṉ meṉ baʻz log, gumráh karnewálí rúhoṉ aur shayátín kí taʻlímoṉ kí taraf mutawajjih hokar, ímán se bargashta ho jáeṉge. 2Yih un jhúṭhe ádmíoṉ kí riyákári ke báʻis hogá, jin ká dil goyá garm lohe se dágá gayá hai; 

 

2 Thissaluníkíoṉ 2

;’ 8Us waqt wuh bedín záhir hogá, jise Ḳhudáwand Yisúʻ apne muṉh kí phúṉk se halák, aur apní ámad kí tajallí se nest karegá; 9aur jis ki ámad Shaitán kí tásír ke muwáfiq, har tarah kí jhúṭhí qudrat, aur nishánoṉ, aur ʻajíb kámoṉ ke sáth, 10aur halák honewáloṉ ke liye nárástí ke har tarah ke dhoke ke sáth hogí; is wáste ki unhoṉ ne haqq kí mahabbat ko iḳhtiyár na kiyá, jis se un kí naját hotí. 11Isí sabab se Ḳhudá un ke pás gumráh karnewálí tásír bhejegá, táki wuh jhúṭh ko sach jáneṉ, 12aur jitne log haqq ká yaqín nahíṉ karte, balki nárástí ko pasand karte haiṉ, wuh sab sazá páeṉ.

 


Comments

Popular posts from this blog

baap ke sath hain

  Aaj topic aaj jo visha hai Ki hum baap ke sath masih yesu ke wasile masih yesu se aur masih yesu men Aasman par baap ki dhini tarf bête ke wasile    baap ke sath hain Mukáshafa 2; 29 Jis ke kán hoṉ, wuh sune, ki Rúh kalísiyáoṉ se kyá kahtí hai.   I Kurinthíoṉ 15; 22 aur jaise Ádam meṉ sab marte haiṉ, waise hí Masíh meṉ sab zinda kiye jáeṉge. I Kurinthíoṉ 15;42 Jism faná kí hálat meṉ boyá játá hai; aur baqá kí hálat meṉ jí uṭhtá hai: kamzorí kí hálat meṉ boyá játá hai; aur quwwat kí hálat meṉ jí uṭhtá hai:  44 nafsání jism boyá játá hai; aur rúhání jism jí uṭhtá hai. Jab nafsání jism hai, to rúhání jism bhí hai. 45 Chunáṉchi likhá bhí hai, ki Pahlá ádmí, yaʻní Ádam, zinda nafs baná. Pichhlá Ádam zindagí baḳhshnewálí rúh baná. 46Lekin rúhání pahle na thá, balki nafsání thá; is ke baʻd rúhání húá. 47Pahlá ádmí zamín se, yaʻní ḳhákí, thá: dúsrá ádmí ásmání hai. 48Jaisá wuh ḳhákí thá, waise hí âur ḳhákí bhí haiṉ; aur jaisá wuh ásmání ...

Sabr

  ·          Habaqqúq 3:16 (URDR55) Maiṉ ne suná, aur merá dil dahal gayá; Us shor ke sabab se mere hoṉṭh hilne lage: Merí haḍḍiyáṉ bosída ho gayíṉ: Aur maiṉ khaṛe khaṛe káṉpne lagá, Lekin maiṉ  sabr  se un ke bure din ká muntazir húṉ, Jo ikaṭṭhe hokar ham par hamla karte haiṉ. Shalom al khm Masih yesu men aapki salamti ho, aaj hum khuda ruh ki madad se aur kalam haq se sikhne walen hain, sabr   jo yesu par iman   laine walon iman men chalne walo ke liye rasti ka pehla hathyaar haiiman ka darkht sabr ke pani   se phal   lata hai, ,jiska azr sabr ke ruh se maine khud apni zindghi men paya   I Tímuthiyus 6; 11 Magar, ai mard i Ḳhudá,: aur rástbází, díndárí, ímán, mahabbat, sabr, aur hilm ká tálib ho.  12 Iʹmán kí achchhí kushtí laṛ, .   Romíoṉ 15;4 Kyúṉki jitní báteṉ pahle likhí gayíṉ, wuh hamárí   taʻlím ke liye likhí gayíṉ, táki sabr se aur kitáb i muqaddas kí tasallí se um...

frishto ka bhi kalaam na sunee

  ʻIBRÁ NÍO Ṉ 1 1 Agle zamáne me ṉ Ḳ hudá ne bápdádá se hissa ba hissa aur tarah ba tarah nabío ṉ kí maʻrifat kalám karke, 2is zamáne ke á ḳ hir me ṉ ham se Be ṭ e kí maʻrifat kalám kiyá, jise us ne sárí chízo ṉ ká wáris ṭ hahráyá, aur jis ke wasíle se us ne ʻálam bhí paidá kiye; 3wuh us ke jalál ká partau, aur us kí zát ká naqsh hokar, sab chízo ṉ ko apní qudrat ke kalám se sambháltá hai; wuh gunáho ṉ ko dhokar ʻálam i bálá par Kibriyá kí dahiní taraf já bai ṭ há; 4aur firishto ṉ se isí qadr buzurg ho gayá, jis qadr us ne mírás me ṉ un se afzal nám páyá. 5Kyú ṉ ki firishto ṉ me ṉ se us ne kab kisí se kahá, ki Tú merá Be ṭ á hai, Áj tú mujh se paidá húá? Aur phir yih, ki Mai ṉ us ká Báp hú ṉ gá, Aur wuh merá Be ṭ á hogá? 6Aur jab pahlau ṭ he ko dunyá me ṉ phir látá hai, to kahtá hai, ki Ḳ hudá ke sab firishte use sijda kare ṉ . 7Aur firishto ṉ kí bábat yih kahtá hai, ki Wuh apne firishto ṉ ko hawáe ṉ , Aur apne ḳ hádimo ṉ k...