Matí 2
1Jab Yisúʻ Herodes bádsháh ke zamáne meṉ
Yahúdiya ke Baitlahm meṉ paidá húá, to dekho, kai Majúsi púrab se Yarúshalem
meṉ yih kahte húe áe, ki 2Yahúdíoṉ ká bádsháh jo paidá húá hai, wuh kaháṉ
hai? kyúṉki púrab meṉ us ká sitára dekhkar, ham use sijda karne áe haiṉ.
मत्ती 2
पूर्व से विद्वानों का आना
1हेरोदेस जब राज कर रहा था,
उन्हीं दिनों यहूदिया के बैतलहम में यीशु का जन्म हुआ। कुछ ही समय बाद कुछ विद्वान जो सितारों का अध्ययन करते थे,
पूर्व से यरूशलेम आये। 2उन्होंने पूछा,
“यहूदियों का नवजात राजा कहाँ है?
हमने उसके सितारे को,
आकाश में देखा है। इसलिए हम पूछ रहे हैं। हम उसकी आराधना करने आये हैं।”
Aaj ka mukashafa barah ank par hai jo mukashafa ki ruh se
ruh l quds ki madad se
Fazl or sachchai ke adhin hum sarikat yani sangti kar rehe
hain bête or baap ke kalam ke
Sath to agar insan 12 ank bnaye ga to wuh 6+6= 12 ank bnaye
Lekin jab khhuda 12 ank bnate hai to unka tarika ruhani hai
Yani khuda yani asamani 12 ank aise banati hai
5 numbar hai anugreh ka ruh l quds ke wasile khuda ki
mahobbat humare dilon men dali gai hai
7 number hai sachchai ka
To likha hai fazl yani ank 5 or sachchai yani ank 7 masih
yesu ki marifat pauhnci
Agar fazl yani number 5 or sachchai yani number 7 ko
Ad on kare to number 12 banta hai
To is ank par humara mukashafa hai
Lúqá 6
; 12Aur un dinoṉ
meṉ aisá húá, ki wuh paháṛ par duʻá máṉgne ko niklá, aur Ḳhudá se duʻá máṉgne
meṉ sárí rát guzárí. 13Jab din húá, to us ne apne shágirdoṉ ko pás
bulákar un meṉ se bárah chun liye, aur un ko rasúl ká laqab diyá;
Aʻmál 6
; . 2Aur un
bárah ne shágirdoṉ kí jamáʻat ko apne pás bulákar kahá; Munásib nahíṉ ki ham Ḳhudá
ke kalám ko chhoṛkar kháne píne ká intizám kareṉ. 3Pas, ai
bháiyo, apne meṉ se sát neknám shaḳhsoṉ ko chun lo, jo Rúh aur dánáí se bhare
húe hoṉ, ki ham un ko is kám par muqarrar kareṉ.
Matí 19
; 28Yisúʻ ne un
se kahá; Maiṉ tum se sach kahtá húṉ, ki jab Ibn i Ádam nayí paidáish meṉ apne
jalál ke taḳht par baiṭhegá, to tum bhí jo mere píchhe ho liye ho, bárah taḳhtoṉ
par baiṭhkar, Isráíl ke bárah qabíloṉ ká insáf karoge.
Mukáshafa
21:14 (URDR55)
Aur
us shahr kí shahrpanáh kí bárah bunyádeṉ thíṉ, aur un par Barre ke bárah
rasúloṉ ke bárah nám likhe the.
Ḳhurúj 25
; 30Aur tú us
mez par nazr kí roṭiyáṉ hamesha mere rúbarú rakhná.
1 Tawáríḳh 2
1Yih baní Isráíl haiṉ: Rúbin, Shama‘ún, Láwí,
Yahúdáh, Ishkar, aur Zabúlún; 2Dán, Yúsuf, aur Binyamín, Naftálí, Jadd, aur
Áshar.
Mukáshafa 21
‘ : 12aur us kí
shahrpanáh baṛí aur baland thí, aur us ke bárah darwáze, aur darwázoṉ par bárah
firishte the, aur un par baní Isráíl ke bárah qabíloṉ ke nám likhe húe
the:
Mukáshafa 12
1Phir ásmán par ek baṛá nishán dikháí diyá,
yaʻní ek ʻaurat nazar áí, jo áftáb ko oṛhe húe thí, aur chánd us ke páṉwoṉ ke
níche thá, aur bárah sitároṉ ká táj us ke sir par; 2wuh
hámila thí, aur dard i zih meṉ chillátí thí, aur bachcha janne kí taklíf meṉ thí.
Paidáish 30
; 17Aur Ḳhudá
ne Leáh kí suní, aur wuh hámila húí, aur Ya‘qúb se us ke páṉchwáṉ beṭá
húá. 18Tab Leáh ne kahá, ki Ḳhudá ne merí ujrat mujhe
dí, kyúṉki maiṉ ne apne shauhar ko apní lauṉḍí dí: aur us ne us ká nám Ishkár
rakkhá.
Paidáish 49
;
14Ishkár mazbút gadhá hai,
Jo
do bheṛsáloṉ ke darmiyán baiṭhá hai;
15Us ne ek achchhí árámgáh
Aur
ḳhushnumá zamín ko dekhkar
Apná
kandhá bojh uṭháne ko jhukáyá,
Aur
begár meṉ g̣ulám kí tarah kám karne lagá.
1 Tawáríḳh 12
‘; 32Aur baní
Ishkár meṉ se aise log jo zamáne ko samajhte aur jánte the, ki kyá karná
munásib hai, do sau the; aur un ke sab bháí un ke hukm meṉ the.
Yúhanná 11
; 5Aur Yisúʻ
Marthá aur us kí bahin aur Laʻzar se mahabbat rakhtá thá. 6Pas jab us
ne suná ki wuh bímár hai, to jis jagah thá, wahíṉ do din âur rahá; 7phir is ke
baʻd shágirdoṉ se kahá, Áo, phir Yahúdiya ko chalen. 8Shágirdoṉ
ne us se kahá; Ai Rabbí, abhí to Yahúdí tujhe saṉgsár karná cháhte the, aur tú
phir waháṉ játá hai? 9Yisúʻ ne jawáb diyá; Kyá din ke bárah ghanṭe nahíṉ
hote? Agar koí din ko chale, to ṭhokar nahíṉ khátá, kyúṉki wuh dunyá kí raushní
dekhtá hai. 10Lekin agar koí rát ko chale, to ṭhokar khátá hai,
kyúṉki us meṉ raushní nahíṉ.
12 raat ke barah gante yesu ne yahudio ko kaha
Or din ke barah ghante apne shagrdon ko kaha
Yesu ne kaha duniya ka nur main yani rauhsni khud
ko kaha
Yúhanná 9:5 (URDR55)
Jab
tak maiṉ dunyá meṉ húṉ, dunyá ká núr húṉ.
Lúqá 9
; 14Kyúṉki wuh
páṉch hazár mard ke qaríb the. Us ne apne shágirdoṉ se kahá, ki Un ko taḳhmínan
pachás pachás kí qatáreṉ karke biṭháo. 15Unhoṉ ne
usí tarah kiyá aur sab ko biṭháyá. 16Phir us ne
wuh páṉch roṭiyáṉ aur do machhliyáṉ líṉ aur ásmán kí taraf dekhkar un par
barakat cháhí, aur toṛkar apne shágirdoṉ ko detá gayá, ki logoṉ ke áge rakkheṉ. 17Unhoṉ ne
kháyá, aur sab ser ho gaye; aur un ke bache húe ṭukṛoṉ kí bárah ṭokriyáṉ uṭháí
gayíṉ.
ज्योतिष शास्त्र के मुताबिक, bhi 12 राशियां होती हैं: zodiac
Or Israel ke barah qabile hain
Paidáish 49
;
3Ai Rúbin, tú merá pahlauṭhá thá, merí quwwat
aur merí shahzorí ká pahlá phal hai,
Tú
mere ru‘b kí aur merí táqat kí shán hai.
4Tú pání kí tarah besabát hai, is liye tujhe
fazílat nahíṉ milegí,
वृषभ
राशि को अंग्रेज़ी में टॉरस (Taurus) कहते हैं
इसका चिह्न बैल होता है
21Naftálí aisá hai jaise chhúṭí húí harní.
Wuh
míṭhí míṭhí báteṉ kartá hai.
मेष राशि (mesh rashi)
मेष, वृषभ, मिथुन, कर्क, सिंह, कन्या, तुला, वृश्चिक, धनु, मकर, कुंभ, मीन.
ज्योतिष शास्त्र के मुताबिक, हर राशि के अपने खास लक्षण, ताकत, कमज़ोरियां, और दृष्टिकोण होते हैं.
9Yahúdáh
sher i babar ká bachcha hai:
Ye aj ki
astronogy men rashi hai singh yani leo
सिंह yani leo राशि चक्र की पाचवीं राशि है। और पूर्व दिशा की सूचक है। इसका चिह्न शेर है। इसका विस्तार राशि चक्र के 120 अंश से
16Dán Isráíl ke qabíloṉ meṉ se ek kí mánind
Apne
logoṉ ká insáf karegá.
To aj waqt men ye
rashi hai
Astrology men jutish
vidiya men
तुला राशि yani Libra
5Shama‘ún aur Láwí to bháí bháí haiṉ;
Un
kí talwáreṉ zulm ke hathyár haiṉ.
6Ai merí ján, un ke mashware meṉ sharík na ho;
Ai
merí buzurgí, un kí majlis meṉ shámil na ho:
Kyúṉki
unhoṉ ne apne g̣azab meṉ ek mard ko qatl kiyá,
Aur
apní ḳhudráí se bailoṉ kí kúṉchen káṭíṉ.
धनु Sagittarius
13Zabúlún
samundar ke kanáre basegá,
Scorpio Horoscope
व्यवस्थाविवरण 18
; 10तुझ में कोई ऐसा न हो जो अपने बेटे या बेटी को आग में होम करके चढ़ानेवाला, या भावी कहने–वाला, या शुभ–अशुभ मुहूर्त्तों का माननेवाला, या टोन्हा, या तान्त्रिक, 11या बाजीगर, या ओझों से पूछनेवाला, या भूत साधनेवाला, या भूतों का जगानेवाला हो
Matí 26
; 51Aur dekho,
Yisúʻ ke sáthiyoṉ meṉ se ek ne háth baṛhákar apní talwár kheṉchí, aur sardár
káhin ke naukar par chalákar us ká kán uṛá diyá. 52Yisúʻ ne us
se kahá; Apní talwár ko miyán meṉ kar le; kyúṉki jo talwár kheṉchte haiṉ, wuh
sab talwár se halák kiye jáeṉge. 53Áyá tú nahíṉ
samajhtá, ki maiṉ apne Báp se minnat kar saktá húṉ, aur wuh firishtoṉ ke bárah
tuman se ziyáda mere pás abhí maujúd kar degá? 54Magar wuh
nawishte, ki yúṉhíṉ honá zarúr hai, kyúṉkar púre hoṉge?
Mukáshafa 19
; 14Aur ásmán
kí faujeṉ safed ghoṛoṉ par sawár, aur safed aur sáf mihín katání kapṛe pahine
húe, us ke píchhe píchhe haiṉ.
ʻIbrá Níoṉ 8
; 5jo ásmání
chízoṉ kí naql aur ʻaks kí ḳhidmat karte haiṉ; chunáṉchi jab Músá ḳhaima banáne
ko thá, to use yih hidáyat húí, ki Dekh, jo namúna tujhe paháṛ par dikháyá gayá
thá, usí ke mutábiq sab chízeṉ banáná.
Comments
Post a Comment