to aj hai 7 october 2024
to mujhe 6 october ki biti raat ko ek sapna ata phir usi pul ka bridg
huta kaya mujhe phir us pull men se guzaran huta hai age
to waha par bauht sa gare ka kichad huta hai usi pull par
itna ki gadiya bauht mushkil se nikal rahi huti hain
magar men nikalta hun to mera dayian payon
hai keechad men das jata hai
or nikalan mushkil huta
to piche se dekhta hun to mere liye ek fauji
tank liye hoye khada huta hai
kehta hai ki tumse aise nhi jaya jaye ga
tum tank par aise tum age yani ye kichad bhara pull par kar sakte ho
to phir kaya huta hai ki main tank par baith ta hun
to wuh keechad se bhara pull par karta hun
to jab pull par huta hai
to fauji os chalte tank se utar jata hai mujhe bhi utane ko kehta
magar maine kaha kya hua phir main bhi chalte tank se utar jata hun
mere utarte hi thodi dori par wuh tank phat jata hai
2nd part is
main sapne men apne liye shirt kharid raha huta
hun or usmen se mujhe check box ki coler shirt bauht pasand ati hai or usko pehnta hun
or usmen white, red , blue, begani color
ke box bane hute hai
to main usko pehcnta hun
wuh levi ke gharane ka sign hai
3 rd
is
main kahi bahir country men hun malesiya si malum huti
hai
or waha par malum huta hai
ki meri jo mami hai jiska naaam
rajwant hai wuh kuch paiso ka dokha karti hai
2 se lekar 250000 tak ka
4th is
mera ek bhai hai uske piche
tange dono jali huti or do log use ilaj ke liye uthaye phir rahen hain
Comments
Post a Comment