shalom aaj tarikh hai 20 octobar time hua hai dupehar 3;27 minuts
or beti raat sua or bus abhi utha or apna laptop pakda or on kiya
or likh raha hun
beti raat ka sapna
pehle to humare yaha ki dana mandi huti hai
or waha par meri car park huti hai
to kuch log yani shrarati log meri car bina puche hi
chala kar le jate hain or kfi bar sapne men aisa ho raha hai
or unke sath ek lady huti hai jo unme se hi huti hai
to men phir bauht bolta hun ki tum jab ji chahat hai gadi le jate ho
etc,
to dusra part hai
mera colage
ka dost hutaa hai
humen kahi jana huta hai
to shehar men kafi trafic huti hai
to main uski bike par baith kar ja raha huten
or shehar men vakya hi bauht bheed huti hai
phir wuh mujhe utar kar kahi apna koi saman lene chala jata hai
magar men kya dekhta hun ki main ek usi sehar ke unche pull par chal raha huta hun
akela or mere piche meri hi jn pehcha ki ek masih maa or beti huti hain
to wuh bhi usi shehar ke pull par mere piche mujhe awaaaz lagati hai
phir wuh kehti hain ki tumne jo apne phone phir geet lagya wuh bauht acha hai
geet laga hua hi cho mujhe cho khuda ruh mujhe cho
to phir main kya dekhta
ek jawan ladka or do ladkiyan hain or main unke ghar men hun
or mere paas mera harmunium hain or hum yahi geet ga rahen hain
cho mujhe cho khuda ruh mujhe cho
or phir men dekht hun ki shadi huti hai
or men meri maan huti or wuh par ek bhada sa insan
safed simple kapdo men akela hi to meri maa do bhar
shadi ke liye os ho rahi shadi darati hai
jaise hum kehte nahi ki agar humne kaam dang se na kiya tu ji koi bhada huga
wuh mare ya dant ge
to main phir puri sahdi main boland awaaz se bolta hi kaun mare ga
main jo kam kar raha hun shadi men wuh kisi ke liye ya kisi ke adhin
kisi bhade ke dar se nahi kar raha balki apni marzi or mahobbat ki wazah se kar raha hun
to phir mein uth jata ho or time dekhta hun dupehere ke
20 octobar time hua hai dupehar 3;27 minuts huye huten hain ;
Comments
Post a Comment