to aaj tarikh hai
25/11.2024
to main raat ko apne sapne men kya dekhta hun
ki main or meri ami or mer bhai ek hi bike par
kahi ja rahe road hai
pacham dishe se purab disha ki taraf
jo khuda baap ke singhashan ko dirshati hai
purab disha
or hum ja rahen pacham se purab ko
or sath hai humara dusht shaitan bhai
jo pure taur par iblish hai
to hum ja rahen hute hain
to achanak se ek chaowk ata hai
to age pani ka khada huta hai
to bike chalte kya dekhta hun
jo ki chala to main raha huta magar
achanak se uska control harsh (yani mera bhai ke hath men chala jata ha ) jo ki shatan ki tasveer hai
tamsil hai
to wuh pani wale khade ki tarf modta hai bike ko
to hum ghir jate magar pani wale khade se pehle hi
par uski ankhe kali ho jati hain ghairne ke baad hi
or men us par dua karta hun to wuh thik ho jata hai turant hi
Comments
Post a Comment