ye 24 -1-2025 ka takriban jab maine apne mobile par time check karne mutabik
subab ke 8 baje ka sapna hai or ye bar bar repeat hua ek time par tokdo men
maine kya dekha ki sapne men samual jo hai mujh phone par baten kar raha hai
lagatar haqeeqat men meri usse kabhi nahi hui phone par
or mujhe phone kehte hoye or haske wuh mujh taut ma raha hai ki tum to bauht paise kama rahe ho
to ye ek tokda hai or dusre tode men main kya dekhta hun ki bahir ke ghar ke agan men use safed kapde men cover kiya hua hai
or uska sir jo hai wuh suraj ji disha se chadta hai us taraf hai or uske paon suraj jis taraf chipta hai us taraf ha,,..yani john ke ghar ki taraf ........
or uske dhayine hath yani right head ke kan ke upar chot lagi hai or safed kapde men lipta hua hai
agar ye atmic hai to bauht acha supna hai
agar ye jismani hai to uske ghar walon ke liye afsos ki baat hai
Comments
Post a Comment