Skip to main content

dream about paras gill pastor raj gall so much cry

 7-4-2024 

pehle men dekhta hun ki mere paas ek suv car hai 


black color ki 

or jis raste pe men drive kar raha hun wuh rasta bauht chota hai 
or bhai parveen hai  usko sath  lain huta hai 
or phir age chalna hota hai 
lekin pehle to  parveen ata nahi baad men humare sath chalta hai 





phir dusre postion men man paras ko mujhe convence karte hoye dekhta hun 
ki hum char pannch jane milkar ek jagah par inte zama kara or use bnaye 

tisra postion ye hai 

pastor raj or paras gill 
apne ghar ki shat par bauht buri tarah ro rahen wuh rona matam ka rona hai 
or ek dusre ka sath 
ye rona aise ki pastor raj maut ko lekar jaise pehle se abas ho jaye to 
jayda tar paras or pastor raj gill apas bauht ro rahne hain 




sapne ka mukashafa 
काला रंग अक्सर पाप, अंधकार, मृत्यु, शोक, क्लेश और आपदा का प्रतिनिधित्व करता है ,
शोक और कष्ट:
काले रंग का प्रयोग शोक, कष्ट, विपत्ति, अकाल और मृत्यु के प्रतीक के रूप में भी किया जाता है।

वाहनों की अवधारणा, विशेष रूप से प्राचीन काल में रथों की, शक्ति, अधिकार और एक विशिष्ट उद्देश्य या मिशन को पूरा करने के लिए भगवान के प्रावधान के प्रतीक के रूप में व्याख्या की जा सकती है 
  • जोसेफ: यूसुफ की कहानी में, उसे दिया गया रथ, पूरे मिस्र पर शक्ति और प्रभाव की स्थिति में उसकी पदोन्नति का प्रतीक था, जहां एकमात्र उच्च अधिकारी स्वयं फिरौन था।   
  • यीशु का यरूशलेम में प्रवेश: यद्यपि यीशु का गधे पर सवार होकर यरूशलेम में प्रवेश एक कार नहीं था, फिर भी इसे विनम्रता के प्रतीकात्मक कार्य के रूप में देखा जा सकता है तथा यह इस बात का पूर्वाभास है कि उनका राज्य सांसारिक शक्ति के साथ नहीं, बल्कि शांति और प्रेम के संदेश के साथ आएगा।   
    •  परन्तु छोटा है वह द्वार और कठिन है वह मार्ग जो जीवन को ले जाता है, और थोड़े ही उसे पाते हैं।"   
    • मत्ती 16:24: "तब यीशु ने अपने शिष्यों से कहा, "यदि कोई मेरे पीछे आना चाहे, तो अपने आप से इन्कार करे और अपना क्रूस उठाए, और मेरे पीछे हो ले।"   
  • संकीर्ण मार्ग का अर्थ:
    • अनन्त जीवन: संकीर्ण मार्ग अनन्त जीवन, अर्थात् परमेश्वर के साथ सम्बन्ध की ओर ले जाता है।   
    • सच्चा शिष्यत्व: यह सच्ची शिष्यता और परमेश्वर की इच्छा के अनुसार जीए गए जीवन का प्रतिनिधित्व करता है।   
    • to pehele postion ka  parkashan hai 
    • black color tariki or gunah ka nishan
    • black color  ki car ko derive krne ka mtlab
    • gunah aluda zindghi par comand yani jeeet hasil karke galib akar jay pakar 
    • zindghi ke raste par chalna 
    • (chota rasta(tang rasta  zindghi ki raah ka nishan hai ) 
    • yesu ne kaha rah hq zindghi men hain 

  • to dusre postion ka parkashan ye hai 
  • jo apne naam ki khatir kar rahen hain
  •  3Aur unhoṉ ne ápas meṉ kahá, Áo, ham íṉṭeṉ banáeṉ aur un ko ág meṉ ḳhúb pakáeṉ. So unhoṉ ne patthar kí jagah íṉṭ se aur chúne kí jagah gáṛe se kám liyá. 
  • 'Phir wuh kahne lage, ki Áo, ham apne wáste ek shahr aur ek burj, jis kí choṭí ásmán tak pahuṉche banáeṉ, aur yaháṉ apná nám kareṉ, aisá na ho, ki ham tamám rú e zamín par paragánda ho jáeṉ. '

    Paidáish 11:4

third postion 

Yaʻqúb 4:9 (URDR55)

Afsos aur mátam karo, aur roo: tumhárí haṉsí mátam se badal jáe, aur tumhárí ḳhushí udásí se.

Lúqá 6:24 (URDR55)

Magar afsos tum par jo daulatmand ho, kyúṉki tum apní tasallí pá chuke.

Lúqá 6:25 (URDR55)

Afsos tum par jo ab ser ho, kyúṉki bhúke hoge. Afsos tum par jo ab haṉste ho, kyúṉki mátam karoge aur rooge.

Comments

Popular posts from this blog

baap ke sath hain

  Aaj topic aaj jo visha hai Ki hum baap ke sath masih yesu ke wasile masih yesu se aur masih yesu men Aasman par baap ki dhini tarf bête ke wasile    baap ke sath hain Mukáshafa 2; 29 Jis ke kán hoṉ, wuh sune, ki Rúh kalísiyáoṉ se kyá kahtí hai.   I Kurinthíoṉ 15; 22 aur jaise Ádam meṉ sab marte haiṉ, waise hí Masíh meṉ sab zinda kiye jáeṉge. I Kurinthíoṉ 15;42 Jism faná kí hálat meṉ boyá játá hai; aur baqá kí hálat meṉ jí uṭhtá hai: kamzorí kí hálat meṉ boyá játá hai; aur quwwat kí hálat meṉ jí uṭhtá hai:  44 nafsání jism boyá játá hai; aur rúhání jism jí uṭhtá hai. Jab nafsání jism hai, to rúhání jism bhí hai. 45 Chunáṉchi likhá bhí hai, ki Pahlá ádmí, yaʻní Ádam, zinda nafs baná. Pichhlá Ádam zindagí baḳhshnewálí rúh baná. 46Lekin rúhání pahle na thá, balki nafsání thá; is ke baʻd rúhání húá. 47Pahlá ádmí zamín se, yaʻní ḳhákí, thá: dúsrá ádmí ásmání hai. 48Jaisá wuh ḳhákí thá, waise hí âur ḳhákí bhí haiṉ; aur jaisá wuh ásmání ...

Sabr

  ·          Habaqqúq 3:16 (URDR55) Maiṉ ne suná, aur merá dil dahal gayá; Us shor ke sabab se mere hoṉṭh hilne lage: Merí haḍḍiyáṉ bosída ho gayíṉ: Aur maiṉ khaṛe khaṛe káṉpne lagá, Lekin maiṉ  sabr  se un ke bure din ká muntazir húṉ, Jo ikaṭṭhe hokar ham par hamla karte haiṉ. Shalom al khm Masih yesu men aapki salamti ho, aaj hum khuda ruh ki madad se aur kalam haq se sikhne walen hain, sabr   jo yesu par iman   laine walon iman men chalne walo ke liye rasti ka pehla hathyaar haiiman ka darkht sabr ke pani   se phal   lata hai, ,jiska azr sabr ke ruh se maine khud apni zindghi men paya   I Tímuthiyus 6; 11 Magar, ai mard i Ḳhudá,: aur rástbází, díndárí, ímán, mahabbat, sabr, aur hilm ká tálib ho.  12 Iʹmán kí achchhí kushtí laṛ, .   Romíoṉ 15;4 Kyúṉki jitní báteṉ pahle likhí gayíṉ, wuh hamárí   taʻlím ke liye likhí gayíṉ, táki sabr se aur kitáb i muqaddas kí tasallí se um...

frishto ka bhi kalaam na sunee

  ʻIBRÁ NÍO Ṉ 1 1 Agle zamáne me ṉ Ḳ hudá ne bápdádá se hissa ba hissa aur tarah ba tarah nabío ṉ kí maʻrifat kalám karke, 2is zamáne ke á ḳ hir me ṉ ham se Be ṭ e kí maʻrifat kalám kiyá, jise us ne sárí chízo ṉ ká wáris ṭ hahráyá, aur jis ke wasíle se us ne ʻálam bhí paidá kiye; 3wuh us ke jalál ká partau, aur us kí zát ká naqsh hokar, sab chízo ṉ ko apní qudrat ke kalám se sambháltá hai; wuh gunáho ṉ ko dhokar ʻálam i bálá par Kibriyá kí dahiní taraf já bai ṭ há; 4aur firishto ṉ se isí qadr buzurg ho gayá, jis qadr us ne mírás me ṉ un se afzal nám páyá. 5Kyú ṉ ki firishto ṉ me ṉ se us ne kab kisí se kahá, ki Tú merá Be ṭ á hai, Áj tú mujh se paidá húá? Aur phir yih, ki Mai ṉ us ká Báp hú ṉ gá, Aur wuh merá Be ṭ á hogá? 6Aur jab pahlau ṭ he ko dunyá me ṉ phir látá hai, to kahtá hai, ki Ḳ hudá ke sab firishte use sijda kare ṉ . 7Aur firishto ṉ kí bábat yih kahtá hai, ki Wuh apne firishto ṉ ko hawáe ṉ , Aur apne ḳ hádimo ṉ k...