Humen kahi jana huta hai
To to kisi bahar hotel se dost ka hotel naha kar niklta hun..
Kajal kushal ke wahan or main lait ho jata hun or waha par kajak ke husbend ko shalom kehte hain
Shalom ka mtlab tumahre dil ko shanti mile
Or unke piche kisi ka ghar gira huta hai
To kajal or kushal kehte lait bauht ho gaye ab nhi jana...
To kushal sahan jo hai wuh dady fauji se 20 se 30 rupey lete hai.. or phir chale jate hain
Dady fauji kehte hain men bhada hun kitno ho ki paise do
2nd
Men kya huta hai
Ki main vijay ke ghar ki taraf huta hun
To purane ghar ki jhalak hai
To main bord pad raha huta hai
2-2-saal mujhe yaad nahi
Singing ka likha huta hai
Voice of punjab ka
Apke yaha phir men sochga hun
Main ga to skta magar inko folk pasand hain
To main waha se dekhta hun
Bibi or Dady fauji upar inten mar rahe hain
Mami rajwand ke
Or mami ghar se bahir niklti hai
Or wuh meri taraf iint chala deti hai
Or main use bolta hun ki tumne
Merri taraf int kyu chali
Phir main bhi use int marta mud kar
And ek radha swami baba hai wuh bhi waha huten hain or mami ke sath ek sanp nikla hai uske ek taraf bicho ki tarah paon hute hain or wuh lag jata hia baba radha swami wale ke paon men or mujhe bolta hai ki isse hatao or wuh unki paon ki jo juti huti hai pura round hi kar leta hai..
Mujhe kehta tum hi ise utaro
Comments
Post a Comment