AJ KE IS MUKASHAFA MEN HUM WAQT SAMAYEN KE BARE MEN RAUSHNI DALNE JAE
RAHEN HAIN
“Adam se Musa tak shariat ke bagair gunah ne maut ke zariye hukumat ki;
Musa ki marifat shariat di gayi jab Israel Misr se nikalne ke 430 saal 3 MAHINE KE baad Sinai par pahuche, JAHA PAR
MUSA KI MARIFAT SHARIAT DI GAI aur
Yuhanna Bapatisma dene wale tak shariat aur ambiya RAH E uske baad Khuda ki
badshahat ki khushkhabari Yisu Masih mein zahir hui.”
WAQT KE ADHIN SURAJ OR CHAND KE NICHE ZAMIN KE UPAR KA
JEEVAN KI SHELI
उत्पत्ति 1
; 14फिर परमेश्वर ने कहा, “दिन को रात से अलग करने के लिये आकाश के अन्तर में ज्योतियाँ हों; और वे चिह्नों, और नियत समयों और दिनों, और वर्षों के कारण हों; 15और वे ज्योतियाँ आकाश के अन्तर में पृथ्वी पर प्रकाश देनेवाली भी ठहरें,” और वैसा ही हो गया। 16तब परमेश्वर ने दो बड़ी ज्योतियाँ बनाईं; उन में से बड़ी ज्योति को दिन पर प्रभुता करने के लिये और छोटी ज्योति को रात पर प्रभुता करने के लिये बनाया; और तारागण को भी बनाया। 17परमेश्वर ने उनको आकाश के अन्तर में इसलिये रखा कि वे पृथ्वी पर प्रकाश दें, 18तथा दिन और रात पर प्रभुता करें, और उजियाले को अन्धियारे से अलग करें : और परमेश्वर ने देखा कि अच्छा है। 19तथा साँझ हुई फिर भोर हुआ। इस प्रकार चौथा दिन हो गया।
Wá‘iz 3
1Har chíz ká ek mauqa‘, aur har kám ká, jo ásmán ke
níche hotá hai, ek waqt hai. 2Paidá hone ká ek waqt hai, aur mar jáne ká ek waqt hai;
daraḳht lagáne ká ek waqt hai, aur lagáe húe ko ukháṛne ká ek waqt hai; 3már ḍálne ká ek waqt hai, aur shifá dene ká ek
waqt hai; ḍháne ká ek waqt hai, aur ta‘mír karne ká ek waqt hai; 4rone ká ek waqt hai, aur haṉsne ká ek waqt hai;
g̣am kháne ká ek waqt hai, aur náchne ká ek waqt hai; 5patthar pheṉkne ká ek waqt hai, aur patthar
baṭorne ká ek waqt hai; hamág̣oshí ká ek waqt hai, aur hamág̣oshí se báz rahne
ká ek waqt hai; 6hásil karne ká ek waqt
hai, aur kho dene ká ek waqt hai; rakh chhoṛne ká ek waqt hai, aur pheṉk dene
ká ek waqt hai; 7pháṛne ká ek waqt hai,
aur síne ká ek waqt hai; chup rahne ká ek waqt hai, aur bolne ká ek waqt
hai; 8mahabbat ká ek waqt hai,
aur ‘adáwat ká ek waqt hai; jang ká ek waqt hai, aur sulh ká ek waqt hai.
SHARIAT KE BEGAIR
ADAM KI UPAR GUNAH KI HAKUMAT GUNAH KI BADSHAHT
Romíoṉ 5
: 12Pas jis tarah ek ádmí ke
sabab se gunáh dunyá meṉ áyá, aur gunáh ke sabab maut áí,
Paidáish 2
: 16Aur Ḳhudáwand Ḳhudá ne Ádam ko hukm
diyá aur kahá, ki Tú bág̣ ke har daraḳht ká phal be rok ṭok khá saktá
hai: 17lekin nek o bad kí pahchán
ke daraḳht ká kabhí na kháná: kyúṉki jis roz tú ne us meṉ se kháyá, tú mará.
aur yúṉ
maut sab ádmíoṉ meṉ phail gayí, is liye ki sab ne gunáh kiyá — 13kyúṉki
sharíʻat ke diye jáne tak dunyá meṉ gunáh to thá: magar jaháṉ sharíʻat nahíṉ,
waháṉ gunáh mahsúb nahíṉ hotá. 14Táham Ádam se lekar Músá tak
maut ne un par bhí bádsháhí kí, jinhoṉ ne us Ádam kí náfarmání kí tarah, jo
ánewále ká misl thá, gunáh na kiyá thá.;:
YANI SHARIAT KE BEGAIR GUNAH KI HUKMAT K AWAQT SHURU
HOTA HAI
PADAISH UTPAT GENSIS BERESHIT
ADHAYE CHAPTER TIN SE
6‘Aurat ne jo dekhá, ki wuh daraḳht kháne ke liye achchhá,
aur áṉkhoṉ ko ḳhushnumá ma‘lúm hotá hai, aur ‘aql baḳhshne ke liye ḳhúb hai, to
us ke phal meṉ se liyá, aur kháyá; aur apne shauhar ko bhí diyá, aur us ne
kháyá.
TO IS KE BAAD HI GUNAH KI HAKUMAT BADHSHAT KA WAQT
SHURU HOT HAI SHARIAT KE BEGAIRF OR SHARIAT KE gunáh ne maut ke sabab se bádsháhí kí
Galatíoṉ 3
: 22Magar kitáb i muqaddas ne sab ko gunáh ká mátaht kar
diyá, t
Romíoṉ 5
: 14Táham Ádam se lekar Músá tak
maut ne un par bhí bádsháhí kí, jinhoṉ ne us Ádam kí náfarmání kí tarah, jo
ánewále ká misl thá, gunáh na kiyá thá.;:
Romíoṉ 5
: 13kyúṉki
sharíʻat ke diye jáne tak dunyá meṉ gunáh to thá: magar jaháṉ sharíʻat nahíṉ,
waháṉ gunáh mahsúb nahíṉ hotá
Romíoṉ 5
: bích meṉ sharíʻat á maujúd
húí, táki qusúr ziyáda ho jáe
SHARIAT TO MUSA KI MARIFAT DI
GAI
KINKO DI ISRALION KO ISRAEL KE
BARAH GUTRO KO
KYU DI GAI KYU KI IMAN NHI
LAYE IMAN NA LANE KI WAZAH SE
MUSA KI MARIFAT SHARIAT DI GAI
SHARIAT
DIYE JANE KA WAQT SHURU HOTA HAI
Ḳhurúj 20 BAB SE
Ḳhurúj 19
1Aur baní Isráíl ko jis din mulk i Misr se nikle tín
mahíne húe,
KITAB I MUQADASS ke mutabiq Israel Misr me kitni pidiyan KITNE
WAQT TAK GHULAM RAHA
Paidáish 15
: 12Súraj dúbte
waqt Abrám par gahrí nínd g̣álib húí; aur dekho, ek baṛí haulnák táríkí us par
chhá gayí. 13Aur us ne Abrám se kahá, ki Yaqín ján ki terí
nasl ke log aise mulk meṉ, jo un ká nahíṉ, pardesí hoṉge, aur waháṉ ke logoṉ kí
g̣ulámí kareṉge, aur wuh chár sau baras tak un ko dukh deṉge; 14lekin maiṉ
us qaum kí ‘adálat karúṉgá, jis kí wuh g̣ulámí kareṉge, aur ba‘d meṉ wuh baṛí
daulat lekar waháṉ se nikal áeṉge. 15Aur tú
sahíh salámat apne bápdádá se já milegá, aur niháyat pírí meṉ dafn hogá. 16Aur wuh
chauthí pusht meṉ, yaháṉ lauṭ áeṉge; kyúṉki Amoríoṉ ke gunáh ab tak púre nahíṉ
húe. 17Aur jab súraj ḍúbá, aur andherá chhá gayá, to ek
tanúr, jis meṉ se dhuwáṉ uṭhtá thá dikháí diyá aur ek jaltí mash‘al un ṭukṛoṉ
ke bích meṉ se hokar guzrí.
Ḳhurúj 12
: 40Aur baní
Isráíl ko, Misr meṉ búdobásh karte húe, chár sau tís baras húe the. 41Aur un chár
sau tís barasoṉ ke guzar jáne par, ṭhík usí roz Ḳhudáwand ká sárá lashkar mulk i Misr se nikal
gayá. 42Yih wuh rát hai jise Ḳhudáwand kí ḳhátir mánná bahut munásib hai, kyúṉki is
meṉ wuh un ko mulk i Misr se nikál láyá. Ḳhudáwand kí
yih wuhí rát hai, jise lázim hai ki sab baní Isráíl nasl dar nasl ḳhúb máneṉ.
7Aur Músá
assí baras, aur Hárún tirásí baras ká thá jab wuh Fir‘aun se hamkalám húe.
Ḳhurúj 19
Ḳhurúj 7
: 1Aur baní Isráíl ko jis din mulk i Misr se nikle tín
mahíne húe,
. Galatíoṉ 3
: 17Merá yih
matlab hai, ki Jis ʻahd kí Ḳhudá ne pahle se tasdíq kí thí, us ko sharíʻat chár
sau tís baras ke baʻd ákar bátil nahíṉ kar saktí, ki wuh waʻda láhásil ho
Ḳhurúj 12
1Phir Ḳhudáwand ne
mulk i Misr meṉ Músá aur Hárún se kahá, ki 2Yih mahína tumháre liye mahínoṉ ká shurú‘ aur sál ká
pahlá mahína ho. 3Pas Isráílíoṉ kí sárí
jamá‘at se yih kah do, ki Isí mahíne ke dasweṉ din, har shaḳhs apne ábáí
ḳhándán ke mutábiq, ghar píchhe ek barra, le.
Ḳhurúj 12
. 5Tumhárá
barra be‘aib, aur yaksála nar ho: aur aisá bachcha yá to bheṛoṉ meṉ se chunkar
lená, yá bakriyoṉ meṉ se. 6Aur tum use
is mahíne kí chaudahwíṉ tak rakh chhoṛná: aur Isráílíoṉ ke qabíloṉ kí sárí
jamá‘at shám ko use zabh kare.
Gintí 33
: 3Pahle
mahíne kí pandrahwíṉ táríḳh ko unhoṉ ne Ra‘msís se kúch kiyá. Fasah ke dúsre
din sáre baní Isráíl ke log sab Misríoṉ kí áṉkhoṉ ke sámne baṛe faḳhr se rawána
húe
ABIB MAHINE KI 15 TARIKH KI
YANI HUMARE WAQT KE MUTABIK
MARCH MAHINE KI 15 TARIKH KO
Punjabi desi calendar vich : “1
Chet”
OR IS TARIKH 15 MARCH KO HI YISU MASIH KO SALIB DE DI GAI
Yúhanná 19
: 14Yíh Fasah kí taiyárí ká din, aur chhaṭe ghanṭe ke qaríb
thá. Phir us ne Yahúdíoṉ se kahá; Dekho, yih hai tumhárá bádsháh. 15Pas wuh chilláe, ki Le já, le já, use salíb de!
Pílátus ne un se kahá; Kyá maiṉ tumháre bádsháh ko salíb dúṉ? Sardár káhinoṉ ne
jawáb diyá, ki Qaisar ke siwá hamárá koí bádsháh nahíṉ. 16Is par us ne us ko un ke hawále kiyá, táki
salíb diyá jáe.
Pas wuh Yisúʻ ko le gaye, 17aur wuh apní salíb áp uṭháe húe us jagah tak
báhar gayá, jo Khopṛí kí jagah kahlátí hai, jis ká tarjuma ʻIbrání meṉ Gulgutá
hai. 18Waháṉ unhoṉ ne us ko,
aur us ke sáth âur do shaḳhsoṉ ko salíb dí, ek ko idhar, ek ko udhar, aur Yisúʻ
ko bích meṉ. 19Aur Pílátus ne ek kitába
likhkar salíb par lagá diyá: us meṉ yih likhá húá thá; Yisúʻ Násarí Yahúdíoṉ ká Bádsháh. 20Us kitába ko bahut se Yahúdíoṉ ne paṛhá, is
liye ki wuh maqám jaháṉ Yisúʻ salíb diyá gayá thá, shahr ke nazdík thá: aur wuh
ʻIbrání aur Latíní aur Yúnání meṉ líkhá húá thá. 21Pas Yahúdíoṉ ke sardár káhinoṉ ne Pílátus se
kahá, ki Yahúdíoṉ ká Bádsháh na likh, balki yih, ki us ne kahá; Maiṉ Yahúdíoṉ
ká Bádsháh húṉ. 22Pílátus ne jawáb diyá,
ki Maiṉ ne jo likh diyá, wuh likh diyá.
4. Tareekh da hisaab
·
Nisan 15 → Iyyar 15 = 1 mahina poora
·
Iyyar 15 → Sivan 15 = 2 mahine poore
·
Sivan 15 → Tisre mahine da poora hona
= 3 mahine
👉 Is hisaab naal,
Nisan 15 ton
Sivan 15 tak = 2 mahine poore
Nisan 15 ton
Tammuz 15 tak = 3 mahine poore
📌 Nateeja
Israel Nisan
15 nu Misr ton nikle.
·
Dooje mahine (Iyyar) tak = 1 mahina ho gaya.
·
Teesre mahine (Sivan) di shuruaat tak lagbhag 45–50 din ho chuke san.
·
Puri 3 mahine di ginati Tammuz 15
tak poori hundi hai.
YANI
SHARIAT MUSA MARIFAT PURE 430 SAL 3 MHINE BAD DITI GAI
YANI JAB
WUH MISR SE NIKALE GAY E KHUDAWAND KHUDA KI BAKHSIH OR QUDRAT SE NISHAN 15 TARIKH SE TIN MHINE HO CHUKE NIKLE
HOYE YANI 45- 50 DIN JAB UNKO MUSA KI
MARIFAT SHARIAT DI GAI
Galatíoṉ 3
: 24Pas sharíʻat Masíh tak pahuṉcháne ko hamárá ustád
baní, táki ham ímán ke sabab rástbáz ṭhahreṉ.
'Sharíʻat
aur ambiyá Yúhanná tak rahe; us waqt se Ḳhudá kí bádsháhat kí ḳhushḳhabarí dí játí
hai, aur har ek zor márkar us meṉ dáḳhil hotá hai. '
Lúqá 16:16
Galatíoṉ 4
: : 4lekin jab
waqt púrá ho gayá, to Ḳhudá ne apne Beṭe ko bhejá, jo ʻaurat se paídá húá, aur
sharíʻat ke mátaht paidá húá, 5tákí
sharíʻat ke mátahtoṉ ko mol lekar chhuṛá le, aur ham ko lepálak hone ká darja
mile. 6Aur chúṉki tum beṭe ho, is liye Ḳhudá ne apne Beṭe
kí Rúh hamáre diloṉ meṉ bhejí, jo Abbá, yaʻní, Ai Báp, kah kahkar pukártí
hai. 7Pas ab tú gulám nahíṉ, balki beṭá hai; aur jab beṭá
húá, to Ḳhudá ke sabab wáris bhí húá.
Romíoṉ 6:14 (URDR55)
Is liye ki gunáh ká tum par iḳhtiyár na hogá, kyúṉki tum
sharíʻat ke mátaht nahíṉ, balki fazl ke mátaht ho.
Yúhanná 1
: 16Kyúṉki us
kí maʻmúrí meṉ se ham sab ne páyá, yaʻní fazl par fazl.
'Is liye ki
sharíʻat to Músá kí maʻrifat dí gayí; magar fazl aur sachcháí Yisúʻ Masíh kí
maʻrífat pahuṉchi. '
Yúhanná
1:17
2 Kurinthíoṉ 5:17 (URDR55)
Is liye agar koí Masíh meṉ hai, to wuh nayá maḳhlúq hai: purání
chízeṉ játí rahíṉ; dekho, wuh nayí ho gayíṉ.
Comments
Post a Comment