Tezab (acid) ek chemical
hota hai
Wazah or kaRAN
KOI BHI HO SAKTA HAI
Jab insani mans
(flesh) ya chamdi (skin) tezab
(acid) ke sampark mein aata hai, to uska ek comical reaction
hota hai wuh apna asar choda hai skin par
to us par bahut gambhir asar padte hain. Acid ki prakar (jaise
sulfuric acid, hydrochloric acid, nitric acid) aur uski concentration ke anusar
symptoms alag ho sakte hain. Yahaan kuch aam prabhav diye gaye hain:
Jalan aur dard – Tezab turant skin ko jalan aur teekhi takleef pahunchata
hai.
Sujan aur laalpan – Contact area lal ho jata hai aur sujan aane lagti hai.
Skin ka jalna – Tezab skin ke upar ki layer ko jalakar nuksan pahunchata
hai, kabhi-kabhi gehri layers tak.
Jab injection
ya medicine hamare badan ke andar
jati hai, tab bhi ek chemical reaction
hota hai
OR JAB ISKA
GALAT ASAR PADTA HAI NJECTION YA MEDCINE KA TO
खुजली (Itching)
शरीर के किसी हिस्से या पूरे शरीर में लगातार खुजली होना।
🔹 2. चकत्ते (Rashes)
त्वचा पर लाल रंग के दाने या चकत्ते निकल आना।
🔹 3. सूजन (Swelling)
चेहरा, होंठ, पलकों या जीभ पर सूजन आना।
🔹 4. साँस लेने में तकलीफ (Breathing Problem)
4. (Dimag par asar)
Ghabrahat
Bechaini
Neend na aana
MAIN RUHANI
TAUR PAR MUKASHAFA KE TAUR PAR APKO YE
SAMJHANE KI KOSHISH KAR RAHA HUN
IS WAQT MAIN
BOL RAHA HUN
OR AAP SUN RAHEN
MUJHE BOLNE MEN
OR APKO SUNNE MEN JO MEHSOOS HO RAHA FEEL HO RAHA USKI WAZAH
KI HUMARI BODY
MEN CAMICAL RACTION KI WAZAH SE HAI
JAB HUM BOLTE
YA SUNTE USSE HUMARI BODY MEN KHUN MEN CAMICAL REACTION HOTA HAI
ASAAN BHASHA
MEN SAMJHE TO
MEDICAL SCINCE KI
DUNIYA MEN ISE
CAMICAL
REACTION KEHTE HAIN
Haan, bilkul!
Chemical
reactions humare khun (blood), dil (heart), aur dimaag (brain) OR PURI BODY —par ASAR hotA HAI
hain, aur yehi reactions humare jazbaat,
health, energy, dard, neend, pyaar, gussa, thakan sab kuch
control karte hain.
Gussa, mohabbat, nafrat, aaraam, shaanti, sabr
— ye sab aur aam sansarik bhaasha (daily language) mein hum inhe jazbaat,
ehsaas
ya feelings
KE naamon se PEHCHANTE HAIN hain.
MEDICAL SCINCE
MEN ISE CAMICAL REACTION KEHTE HAIN JO HUAMRE
BODY MEN HOTEN
HAI
OR PHIR HUMEN
ACHA YA BURA MEHSOOS HOTA HAI
YE SAB ANDAR
CAMICAL REACTION KE WAZAH SE HOTA ACCORDING TO MEDICAL SCINCE
OR RUHANI
DUNIYA MEN
VIHSWASH KI
DUNIYA MEN
YE RUHEN HAIN
SPIRITS HAIN
GUSA NAFRAT
MAHOBBAT SABAR
SHANTI
Hamare har EK action, har soch,
har mehsoos karne se body ke andar chemical
reaction hota hai.
Chhoti se chhoti baat — jaise aasu bahana, muskurana,
gussa
hona, chinta, neend,
Hamare dimaag
mein:
86 billion
neurons hote hain
Har thought ek chemical
+ electric signal hoti hai
Dil ke paas bhi apna
chhota nervous system hota hai (cardiac brain)
Dil emotion detect
karta hai — aur brain ko signal bhejta hai
Pyaar, shanti, daya, prem — sab dil ke gyaan se aate hain
👁️🗨️
Gyaan Indriyaan (Sense
Organs) kya hain?
Humari body
mein 5 mukhya gyaan indriyaan hoti hain:
|
|
|
|
|
Ankhen yani Dekhna (Vision) |
|
|
Kan yani Sunna (Hearing) |
|
|
Naak yani Soonghna (Smell) |
|
|
Juban yani Chakhna, bolna (Taste/Speech) |
Sparsh, mehsoos karna
ABH SABSE PEHLE HUM KYA DEKH
RAHEN HAIN
KYA SUN RAHEN
HAIN
KYA BOL RAHEN HAIN
OR AGAR DEKH RAHE HAIN TO KIS NIYAT IRADE SE DEKH
RAHEN HAIN
SUN RAHEN HAIN
OR BOL RAHEN HAIN
OR SAMJH RAHEN
USI KA ASAR HUMARE DIL DIMAG MEN HUTE HAI
MEDICAL SCINCE MEN CAMICAL REACTION
OR AMM JUBAN MEN HUM WUHI MEHSOOS KARTE HAIN
JO DEHTE SUNTE BOLTE OR USKE PISSE NIYAT IRADA KAPLNA KYA
HOTI HAI
OR
VIHSWASH KI RUHANI DUNIYA MEN
HUM KIS TARAH KI SPIRIT KO DEKHTE HAIN
SUNTE HAIN KIS SPIRIT KE SATH BOLTE HAIN
YANI USKE PICHE KYA NIYAT IRADA HAI KALPNA HAI
USI KA ASR HUMARI ZINDGHI MEN HOTA HAI
AB SOCHNE WALE BAAT YE HAI KI HUMEN LAFZO KI SHABDO
KI JAROORAT KYU PADI
SHABAD ISLIYE HAIN
KI JO HUM MEHSOOS KARTE HAIN
JO HUM SOCHTE HAIN
JO HUAMRI KALPNA HAI
NIYAT HAI IRADA HAI USKO
BYAAN KAR SAKE ZAHIR KAR SAKEN
SHABAD ISLIYE HAIN
DIL KE TASWWUR OR KHYAAL NIYAT IRADE KO
BYAAN ZAHIR KARNE KE LIYE
ISI KA ASAR HUMARI ZINDGHI OR HUMARE DIL DIMAG PAR HOTA HAI
ISI KA ASAR DUSRE KA DIL DIMAG PAR HOTA HAI
AB INSAAN
DO TARAH KA HAI YANI INSANI RUH DO TARAH KI HAI
EK RUHANI
OR EK JISMANI
EK TO WUH HAI JO HAR BAAT RUH KI HIDAYAT SE BOLTA SUNTA
SAMJHTA HAI CHALTA HAI OR KARTA BHI HAI YE RUHANI INSANIYAT HAI
OR DUSRA WUH HAI JO JISM KE MUTABIK DUNIYAWI KHAWHAISHATA
KE MUTABIK SUBAAWIK TAUR PAR CHALTA HAI |
YE JISMANI INSAAN HAI
1 Yúhanná 2
: 16Kyúṉki jo kuchh
dunyá meṉ hai, yaʻní jism kí ḳhwáhish, aur áṉkhoṉ kí ḳhwáhish, aur zindagí kí
sheḳhí, wuh Báp kí taraf se nahíṉ, balki dunyá kí taraf se hai. 17Dunyá aur us kí ḳhwáhish donoṉ miṭtí játí haiṉ,
OR BIBLE JAB ANKH KI BAT KARTI HAI TO INSANI KALPNA KI BAAT
KARTI HAI
VISION KI BAAT KARTI HAI
KARAM SOCHNE SE
KALPNA SE , BULNE SE DEKHNE SE
OR PHIR LAST PHYSCAL ACTION KE JARIYE
YE SAB KARAM HI HAIN
KYA SOCH RAHNE KYA SUN RAHNE KYA DEKH RAHEN KYA BOL RAHEN
OR ACTION KE DWARA KYA HO RAHA YANI CHALNE PHIRNE KE DWARA YE KIRIYA HAI KARAM
HAI YE HO CHUKA HAI
Matí 15
: 18Magar jo
báteṉ muṉh se nikaltí haiṉ, wuh dil se nikaltí haiṉ, aur wuhí ádmí ko nápák
kartí haiṉ. 19Kyúṉki bure ḳhayál, ḳhúnrezíáṉ, zinákáríáṉ, harámkáríáṉ, choriyáṉ, jhúṭhí
gawáhíáṉ, badgoíáṉ díl hí se nikaltí haiṉ. 20Yihí báteṉ
haiṉ, jo ádmí ko nápák kartí haiṉ; Amsál 6: 25Tú apne
dil meṉ us ke husn par ‘áshiq na ho;
Aur wuh tujh ko apní palakoṉ se shikár na kare.
Matí 6
: 22Badan ká chirág áṉkh
hai: pas agar terí áṉkh durust ho, to terá sárá badan raushan hogá; 23aur agar terí áṉkh ḳharáb ho, to terá sárá badan tárík
hogá; pas agar wuh raushní jo tujh meṉ hai táríkí ho, to táríkí kaisí baṛí
hogí!
Ab ankh ko to dekhne ki qudrat hasil
Hai iska to kam hai
Magar mayine ye rakhta hai
Ki kis niyat irade se dekh rahen hain
Or dekhne ke baad jo dekha hai uske parirti
Insaani dil ki dili icha kya hai
Khayal kaise hai
Kalpna kaisi
Kyu khuda dil niyat irade ko janchta hai
Galatíoṉ 6
; 8Jo koi apne jism ke liye botá hai, wuh jism se halákat kí
fasl káṭegá; aur jo Rúh ke liye botá hai, wuh Rúh se hamesha kí zindagí kí fasl
káṭegá.
Paidáish 3
: 6‘Aurat ne jo dekhá, ki wuh daraḳht kháne ke liye achchhá,
aur áṉkhoṉ ko ḳhushnumá ma‘lúm hotá hai, aur ‘aql baḳhshne ke liye ḳhúb hai, to
us ke phal meṉ se liyá, aur kháyá; aur apne shauhar ko bhí diyá, aur us ne
kháyá. 7Tab donoṉ kí áṉkheṉ
khul gayíṉ, aur un ko ma‘lúm húá ki wuh nange haiṉ; aur unhoṉ ne anjír ke pattoṉ
ko síkar apne liye lungiyáṉ banáíṉ.
Yaha
par ek dekhn kar jo uske parti kalpna irada hai
Wuh
ye hai ki
aur áṉkhoṉ ko ḳhushnumá
ma‘lúm hotá hai, aur ‘aql baḳhshne ke liye ḳhúb hai,
9Tab Ḳhudáwand Ḳhudá
ne Ádam ko pukárá, aur us se kahá, ki Tú kaháṉ hai? 10Us ne kahá, Maiṉ ne bág̣ meṉ terí áwáz suní, aur maiṉ ḍará,
kyúṉki maiṉ nangá thá; aur maiṉ ne apne áp ko chhipáyá. 11Us ne kahá, Tujhe kis ne batáyá ki tú nangá hai? Kyá tú ne
us daraḳht ká phal kháyá, jis kí bábat maiṉ ne tujh ko hukm diyá thá, ki use na
kháná?
2 Samúel 11
: 2Aur shám ke waqt Dáúd apne palang par se uṭhkar bádsháhí
mahall kí chhat par ṭahalne lagá: aur chhat par se us ne ek ‘aurat ko dekhá jo
nahá rahí thí; aur wuh ‘aurat niháyat ḳhúbsúrat thí. 3Tab Dáúd ne log bhejkar us ‘aurat ká hál daryáft kiyá: aur
kisí ne kahá, Kyá wuh Ili‘ám kí beṭí Batsaba‘ nahíṉ jo Hittí Úriyáh kí bíwí
hai? 4Aur Dáúd ne log
bhejkar use bulá liyá; wuh us ke pás áí, aur us ne us se suhbat kí, kyúṉki wuh
apní nápákí se pák ho chukí thí: phir wuh apne ghar ko chalí gayí. 5Aur wuh ‘aurat hámila ho gayí; so us ne Dáúd ke pás ḳhabar
bhejí, ki Maiṉ hámila húṉ.
Or oriya ko jung
ke maidan men marne ke liye akela chod diya
giya daud badsha ke kehne par yani jung ke maidan men marwa dala
Jab koi aadmi kisi aurat ko vasana
bhari nazar se dekhta hai, to uski brain
aur hormones mein chemical reactions
hota hain:
Yani ruhani juban men uske dil or
khyaal
Niyat irade men wuh vabhichar kar cuka
hai
To is wazah se , to uske brain aur hormones
mein chemical reactions hota
hai
to uske sharir mein testosterone
naam ka ek hormon badhne lagta hai.
Ye hormone ek body alarm
Signal jo
Body ko ehsaas dilate hai
Body bhawana paida karta hai
Kaunsi bhawana zina ki khawahish
·
Amygdala dimaag ka wo hissa hai jo bhavnaon (emotions) par kaam karta
hai — jaise lalach, vasna, gussa ya darr.
·
Jab koi vasna bhari cheez dekhi jaati hai, to Amygdala
active ho jaata hai.
·
Hypothalamus ek aur hissa hai jo sex se judi pratikriya (response) ko sambhalta
hai.
Yeh dimaag ko yeh sandesh deta hai:
"Kriya karo (Act karo), yeh drishya tumhe chahiye."
आपका एमिग्डाला आपके मस्तिष्क के अंदर एक छोटी, बादाम के आकार की संरचना है एमिग्डाला को इसका नाम इसके आकार के कारण मिला है। "एमिग्डाला" ग्रीक शब्द "बादाम" से आया है।
Hebrew men
Ha
Shaqed שָׁקֵד
यह आपके द्वारा देखी या सुनी गई चीज़ों को संसाधित करता है और उस जानकारी का उपयोग यह जानने के लिए करता है
Jise aap apni ankho se dekh rahen or
jis niyat or irade bhawana se dekhten hain
तो आपका अमिग्डाला आपको डर या ऐसी ही अन्य भावनाओं का अनुभव कराएगा।
Ehsaas feeling attraction
Asaan bhasha men ye kalampana or
bhawana ke jariye khyaal or ehsaas jazbaat ke wasile
Us kiriya ke sath jodta hai
- भावनाओं को यादों से जोड़ते हैं।
आपकी इंद्रियों, विशेष रूप से khushbo (यही कारण है कि khushbho भावनाओं और यादों से गहराई से जुड़ ta hai
डोपामाइन हमें आनंद का अनुभव कराने में सबसे प्रमुख भूमिका निभाता है।
टेस्टोस्टेरोन एक हार्मोन है जो पुरुष शारीरिक विशेषताओं के विकास में महत्वपूर्ण भूमिका निभाता है, जिसमें मांसपेशियों का bhar
or akar , चेहरे के बाल और गहरी आवाज शामिल हैं ।
Matí 5
: 27Tum sun chuke ho ki
kahá gayá thá, ki Ziná na kar; 28lekin maiṉ tum se
yih kahtá húṉ, ki jis kisí ne burí ḳhwáhish se kisí ʻaurat par nigáh kí, wuh
apne dil meṉ us ke sáth ziná kar chuká.
Likha hai Yaʻqúb 1
: 15Phir ḳhwáhish hámila hokar gunáh ko jantí hai; aur gunáh jab
baṛh chuká to maut paidá kartá hai. 1
14háṉ, har shaḳhs
apní hí ḳhwáhishoṉ meṉ khiṉchkar aur phaṉskar ázmáyá játá hai.
Or ye ankho ki khawahish
jisse zina ki ruh kam karti hai
Dil niyat irade
men
Kalpna par
Zabúr 119
: 37Merí áṉkhoṉ ko
butlán par nazar karne se báz rakh,
Aur mujhe apní ráhoṉ meṉ zinda kar.
Aiyúb 31
1Maiṉ ne apní áṉkhoṉ
se ‘ahd kiyá hai,
Phir maiṉ kisí kuṉwárí par kyúṉkar nazar karúṉ?
1 Tímuthiyus 5
: ; 2aur jawánoṉ ko bháí jánkar; aur baṛí ʻumrwálí ʻauratoṉ ko máṉ
jánkar; aur jawán ʻauratoṉ ko, kamál pákízagí se, bahin jánkar. 3Un bewa ʻauratoṉ kí jo wáqaʻí bewa haiṉ, ʻizzat kar. 4Aur agar kisí bewa ke beṭe yá pote hoṉ, to wuh pahle apne hí
gharáne ke sáth díndárí ká bartáo karná, aur máṉ báp ká haqq adá karná síkheṉ;
kyúnki yih Ḳhudá ke nazdík pasandída hai. 5Jo wáqaʻí bewa hai aur us ká koí nahíṉ, wuh Ḳhudá par ummed
rakhtí hai, aur rát din munáját aur duʻáoṉ meṉ mashgúl rahtí hai
Aʻmál 26
: Pas dekhná, jo raushní tujh meṉ hai táríkí to nahíṉ.
18ki tú un kí áṉkheṉ
khol de, táki andhere se raushní kí taraf, aur Shaitán ke iḳhtiyár se Ḳhudá kí
taraf rujúʻ láeṉ, aur mujh par ímán láne ke báʻis gunáhoṉ kí muʻáfí, aur
muqaddasoṉ meṉ sharík hokar mírás páeṉ.
Zabúr 119
18Merí áṉkheṉ khol de,
Táki maiṉ terí sharí‘at ke ‘ajáib dekhúṉ.
Ifisíoṉ 1
: 18aur tumháre dil kí
áṉkheṉ raushan ho jáeṉ, táki tum ko maʻlúm ho, ki us ke buláne se kaisí kuchh
ummed hai, aur us kí mírás ke jalál kí daulat muqaddasoṉ meṉ kaisí kuchh hai;
Amsál 20
:
12Sunnewále kán aur dekhnewálí áṉkh,
Donoṉ
ko Ḳhudáwand ne banáyá hai.
Yarmiyáh 17
: 10Maiṉ Ḳhudáwand dil o dimág̣ ko jáṉchtá
aur ázmátá húṉ, táki har ek ádmí ko us kí chál ke muwáfiq aur us ke kámoṉ ke
phal ke mutábiq badla dúṉ.
Amsál 4
: 23Apne dil kí ḳhúb
hifázat kar;
Kyúṉki zindagí ká sarchashma wuhí hai.
Galatíoṉ 6
: kyúṉki ádmí jo
kuchh botá hai, wuhí káṭegá. 8Jo koi apne jism ke liye botá hai, wuh jism se halákat kí
fasl káṭegá; aur jo Rúh ke liye botá hai, wuh Rúh se hamesha kí zindagí kí fasl
káṭegá.
Romíoṉ 8:5 (URDR55)
Kyúṉki jo jismání
haiṉ, wuh jismání bátoṉ ke ḳhayál meṉ rahte haiṉ; lekin jo rúhání haiṉ, wuh
rúhání bátoṉ ke ḳhayál meṉ rahte haiṉ.
Romíoṉ 8
: . 6Aur jismání níyat maut hai; magar rúhání níyat zindagí aur
itmínán hai:
🧪 2. Adrenaline aur Cortisol hormone release hote hain
Yeh do hormones gusse ke waqt sabse
zyada release hote hain:
✅
Adrenaline
·
Ye “emergency hormone” hota hai.
·
Heartbeat tez karta hai, muscles ko tayar karta hai —
jaise kisi ladayi ke liye.
✅
Cortisol
·
Isse stress hormone bhi kehte hain.
·
Ye body ko alert, tense aur aggressive bana deta hai.
➡ Result:
·
Saans tez ho jaati hai
·
Khoon tez ghoomta hai
·
Dimag mein confusion ya hyper focus ho jaata hai
·
Boli zyada tej, kadvi ya galat ho jaati hai
·
Zubaan par control kam ho jaata hai
🧬 3. Brain ka frontal lobe slow ho jaata hai
·
Frontal lobe decision making aur self-control ka center hota
hai.
·
Gusse mein ye kaam dhang se nahi karta — isliye aadmi soch samajh ke nahi bolta.
·
Is wajah se log baad mein afsos karte hain: “Maine
gusse mein keh diya...”
💥 Nateeja:
Jab insaan gusse mein ya nafrat se
bhara bolta hai:
·
To uski body ladaai ki position mein aa jaati hai
·
Zehar jaise chemicals nikalte hain (stress hormones)
·
Aur roohani taur par bhi paap nikalta hai — kyunki
zabaan se maut ya zindagi nikalti hai.
📖
Bible kya kehti hai?
"Naram jawab gusse ko thanda karta hai,
— Neeti Vachan (Proverbs) 15:1
✅
Conclusion (Saar):
·
Gussa sirf ek emotion nahi, poori body aur dimag mein zehrila chemical reaction hota hai.
·
Buri baatein bolne se khud ka bhi nuksaan hota hai aur dusron ka bhi.
·
Roohani taur par bhi yeh paap hai — Khuda chahata hai hum
shant, dhairy aur prem se bhare
shabd bolen.
Yaʻqúb 3
: 5Isí tarah zabán bhí ek chhoṭá sá ʻuzw hai, aur baṛí sheḳhí
mártí hai. Dekho, thoṛí sí ág se kitne baṛe jangal meṉ ág lag játí hai. 6Zabán bhí ek ág hai; zabán hamáre aʻzá meṉ sharárat ká ek
ʻálam hai, aur sáre jism ko dág lagátí hai, aur dáira e dunyá ko ág lagá detí
hai, aur jahannam kí ág se jaltí rahtí hai. 7Kyúṉki har qism ke chaupáe, aur parand, aur kíṛe makauṛe,
aur daryáí jánwar to insán ke qábú meṉ á sakte haiṉ, aur áe bhí haiṉ: 8magar zabán ko koí ádmí qábú meṉ nahíṉ kar saktá; wuh ek
balá hai, jo kabhí ruktí hí nahíṉ; zahr i qátil se bharí húí hai. 9Isí se ham Ḳhudáwand aur Báp kí hamd karte haiṉ; aur isí se
ádmíoṉ ko, jo Ḳhudá kí súrat par paidá húe haiṉ, badduʻá dete haiṉ. 10Ek hí muṉh se mubárakbád aur badduʻá nikaltí hai.
Amsál 15
: 28Sádiq ká dil sochkar
jawáb detá hai:
Par sharíroṉ ká muṉh burí báteṉ ugaltá hai.
1 Patras 3
: 10Chunáṉchi
Jo koí zindagí se ḳhush honá,
Aur achchhe din dekhná cháhe,
Wuh zabán ko badí se,
Aur hoṉṭhoṉ ko makr kí bát kahne se báz rakkhe:
Amsál 10
: 19Kalám kí kasrat
ḳhatá se ḳhálí nahíṉ:
Lekin hoṉṭhoṉ ko qábú meṉ rakhnewálá dáná hai.
20Sádiq kí zabán ḳhális
chándí hai:
Sharíroṉ ke dil beqadr haiṉ.
21Sádiq ke hoṉṭh bahutoṉ
ko g̣izá pahuṉcháte haiṉ;
Lekin ahmaq be‘aqlí se marte haiṉ.
Amsál 15
1Narm
jawáb qahr ko dúr kar detá hai:
Par karaḳht báteṉ g̣azabangez haiṉ.
2Dánáoṉ
kí zabán ‘ilm ká durust bayán kartí hai:
Par ahmaqoṉ ká muṉh hamáqat ugaltá
hai.
Amsál 15
1Narm
jawáb qahr ko dúr kar detá hai:
Par karaḳht báteṉ g̣azabangez haiṉ.
2Dánáoṉ
kí zabán ‘ilm ká durust bayán kartí hai:
Par ahmaqoṉ ká muṉh hamáqat ugaltá
hai.
9और यहोवा परमेश्वर ने, वाटिका के बीच में जीवन के वृक्ष को लगाया।
Amsál 18
: 21Maut aur zindagí
zabán ke qábú meṉ haiṉ,
Aur jo use dost rakhte haiṉ us ká phal kháte haiṉ.
नीतिवचन 15
: 4शान्ति देनेवाली बात जीवन–वृक्ष है,
परन्तु उलट फेर की बात से आत्मा
दु:खित होती है।
यूहन्ना 6
: 63आत्मा तो जीवनदायक है,
जो बातें मैं ने तुम से कही हैं वे आत्मा हैं, और जीवन भी हैं। '
यूहन्ना 6:63
Romíoṉ 8
“ 6Aur jismání níyat
maut hai; magar rúhání níyat zindagí aur itmínán hai:
1 Kurinthíoṉ 2
: 3Aur ham ín bátoṉ
ko un alfáz meṉ nahíṉ bayán karte, jo insání hikmat ne ham ko sikháe hoṉ, balki
un alfáz meṉ, jo Rúh ne sikháe haiṉ; aur rúhání bátoṉ ká rúhání bátoṉ se
muqábala karte haiṉ.
1 Kurinthíoṉ 12
: 3Pas maiṉ tumheṉ
jatátá húṉ, ki jo koí Ḳhudá kí Rúh kí hidáyat se boltá hai, wuh nahíṉ kahtá, ki
Yisúʻ malʻún hai; aur na koí Rúhuʼl Quds ke bagair kah saktá hai, ki Yisúʻ Ḳhudáwand
hai.
Matí 10
: 20Kyúṉki bolnewále tum
nahíṉ, balki tumháre Báp kí Rúh hai jo tum meṉ boltí hai.
1 Yúhanná 5
: 12Jis ke pás Beṭá
hai, us ke pás zindagí hai; aur jis ke pás Ḳhudá ká Beṭá nahíṉ, us ke pás
zindagí bhí nahíṉ.
Aiyúb 2
: 7Tab Shaitán Ḳhudáwand ke
sámne se chalá gayá, aur Aiyúb ko talwe se cháṉd tak dardnák phoṛoṉ se dukh
diyá. 8Aur wuh apne ko
khujláne ke liye ek ṭhíkrá lekar rákh par baiṭh gayá. 9Tab us kí bíwí us se kahne lagí, ki Kyá tú ab bhí apní rástí
par qáim rahegá? Ḳhudá kí takfír kar aur mar já. 10Par us ne us se kahá, ki Tú nádán ‘auratoṉ ki sí báteṉ kartí
hai. Kyá ham Ḳhudá ke háth se sukh páeṉ aur dukh na páeṉ? In sab bátoṉ meṉ
Aiyúb ne apne laboṉ se ḳhatá na kí.
Gintí 11
1Phir
wuh log kuṛkuṛáne aur Ḳhudáwand ke
sunte burá kahne lage: chunáṉchi Ḳhudáwand ne
suná, aur us ká g̣azab bhaṛká, aur Ḳhudáwand kí
ág un ke darmiyán jal uṭhí, aur lashkargáh ko ek kanáre se bhasam karne
lagí. 2Tab logoṉ ne Músá se faryád kí; aur
Músá ne Ḳhudáwand se
du‘á máṉgí, to ág bujh gayí. 3Aur
us jagah ká nám Tab‘erah paṛá, kyúṉki Ḳhudáwand kí
ág un meṉ jal uṭhí thí.
Gintí 21
: 4Phir unhoṉ ne koh i Hor se rawána hokar, bahr i Qulzum ká
rásta liyá, táki mulk i Adom ke báhar báhar ghúmkar jáeṉ: lekin un logoṉ kí ján
us ráste se ‘ájiz á gayí. 5Aur log Ḳhudá kí aur Músá kí shikáyat karke kahne lage, ki
Tum kyúṉ ham ko Misr se biyábán meṉ marne ke liye le áe? yaháṉ to na roṭí hai,
na pání; aur hamárá jí is nikammí ḳhurák se karáhiyat kartá hai. 6Tab Ḳhudáwand ne
un logoṉ meṉ jalánewále sáṉp bheje; unhoṉ ne logoṉ ko káṭá, aur bahut se
Isráílí mar gaye.
tumhárí
shikáyat karnewálá to hai, yaʻní Músá, jis par tum ne ummed lagá rakkhí hai. '
Yúhanná
5:45
Ifisíoṉ 4
:29Koí gandí bát
tumháre muṉh se na nikle, balki wuhí jo zarúrat ke muwáfiq taraqqí ke liye
achchhí ho, táki us se sunnewáloṉ par fazl ho. 30Aur Ḳhudá kí pák Rúh ko ranjída na karo, jis se tum par maḳhlasí
ke din ke liye muhr húí. 31Har tarah kí talḳhmizájí, aur qahr, aur gussa, aur shor o
gul, aur badgoí, har qism kí badḳhwáhí samet, tum se dúr kí jáeṉ: 32aur ek dúsre par mihrbán, aur narmdil ho, aur jis tarah Ḳhudá
ne Masíh meṉ tumháre qusúr muʻáf kiye haiṉ, tum bhí ek dúsre ke qusúr muʻáf
karo.
'Ai
bháiyo, ek dúsre kí shikáyat na karo, táki tum sazá na páo: dekho, munsif darwáze
par khaṛá hai. '
Yaʻqúb
5:9
Amsál 6
: 16Chha chízeṉ haiṉ jin
se Ḳhudáwand ko nafrat
hai;
Balki sát haiṉ jin se use karáhiyat hai:
17Úṉchí áṉkheṉ, jhúṭhí
zabán,
Begunáh ká ḳhún bahánewále háth;
18Bure mansúbe
báṉdhnewálá dil,
Sharárat ke liye tezrau páṉw;
19Jhúṭhá gawáh jo
darog̣goí kartá hai,
Aur wuh jo bháiyoṉ meṉ nifáq ḍáltá hai.
1 Kurinthíoṉ 10
: 10Aur tum buṛbuṛáo nahíṉ, yani shikáyat mat
karo
jis tarah un meṉ
se baʻz buṛbuṛáe, aur halák karnewále se halák húe. 11Yih báteṉ un par ʻibrat ke liye wáqiʻ húíṉ, aur ham áḳhirí
zamánewáloṉ kí nasíhat ke wáste likhí gayíṉ.
Filippíoṉ 2
: 14Sab kám shikáyat aur takrár bagair kiyá karo; 15táki tum beʻaib aur bhole hokar, ṭeṛhe aur kajrau logoṉ meṉ Ḳhudá
ke benuqs farzand bane raho, (jin ke darmiyán tum dunyá meṉ chirágoṉ kí tarah
dikháí dete ho, 16aur zindagí ká
kalám pesh karte ho,) táki Masíh ke din mujhe faḳhr ho, ki na merí dauṛ dhúp
befáida húí, na merí mihnat akárath gayí.
Kulussíoṉ 4
: 6Tumhárá kalám
hamesha aisá purfazl aur namkín ho, ki tumheṉ har shaḳhs ko munásib jawáb dená
á jáe.
Comments
Post a Comment