To Sapna shuru hota hai main dekhta hun.
Or Apne ap ko ek anjan jagah par pata hun
To wuh men thehrta hun.. sone ke liye
Jaha mera room hota hai waha ek or bhi shaks sua hua hai.to room ek bahar jagah hoti hai.. or main wahan jata hun.. or waha ek aurat mard suhbat kr rahen huten hai to main dekh kar apne rooom àa jata hun..
To apne laptop men 2 video download karta hun..
To waha ke parbandak dargah ke pabandhak huten
Or wuh mujhe aise shak ke adhar par le jaten hain.main khud men apradhi sa mehsoos kr rahan hun
To phir main apne ghar paise deta hun
Ki jaroorat padi to mujhe bachane kam aye
Acha ji wuh log wakya men kamzoor pad jaten hain..
Phir humAre pas ek ghar hai uske pas bhi lap top main dekhta hun to usmen bache ki tasveere hoti hain..
Phir aise main dekhta hun ko
Ek udaas hai side hai
Or dusri barkat se bhari confidence wali
Phir main naam ki barkat leta hun
Comments
Post a Comment