shalom masih yesu men apki salamati ho
welcome to apke apne masih bible blog
par video text image
1 YUHANNA 1;3 jo kuchh ham ne dekhá aur suná hai, tumheṉ bhí us kí ḳhabar dete haiṉ, táki tum bhí hamáre sharík ho: aur hámárí shirákat Báp ke sáth, aur us ke Beṭe Yísúʻ Masíh ke sáth hai. 4Aur yih báteṉ ham is liye likhte haiṉ ki hamárí ḳhushí púrí ho jáe.Ai bháiyo, maiṉ tumheṉ jatáe detá húṉ, ki jo ḳhushḳhabarí maiṉ ne sunáí, wuh insán kí sí nahíṉ. 12Kyúṉki wuh mujhe insán kí taraf se nahíṉ pa
Search This Blog
grey color Sunehri balon wale gode
MONDAY NIGHT
TO IS WAQT 5:22 EARLY MORNING MINUT HOYE SUBAH KE
OR MAIN 2:57 ERLY MORNING gehri neend so gaya
Tha
Or main kya dekh rahan pehle yahudi hain kale kapdo men kot men
Jungle main or wuh ek raile gadi ki tarah
Jungl men ek hi rasta hai jis par chal rahen hain
Or sath men ek shabad bol rahan hain jo mujhe yaad nhi raha
Or main kya dekhta hun ki ghoren
Hain sunehri jaiss gehon hai
Kanak rang ke bal hain
On rang gray hai
Wuh bhi ek katar men jungle daud rahen
Or main upar se dekh rahan hun
Or maine unke sunehri balon ko choa bhi
Or kya dekhta
Hum ki unmem se ek gore alag ho gaye
Or ek gorah to os raste se bhatak
Ke niche jungle ki dalan men
Aa gaya do padon ke beech
Or unke piche do log lagen hain
Pakdne ko
Or dusri taraf duniya men
Log hain ek sath
Magar unmen se ek admi hai
Jo badmash hai
Jaise musibat men log ek jutt nhi ho jate
Or ek admi jo us ikathe hoye logo
Men basmash subah hai or wuh logo control krne ki soch hi raha hota
Hai
On do logo ke dwara
Jo gode ke piche the jo raftaar se alag ho gaya tha
"मैंने रात में एक आदमी को लाल घोड़े पर सवार देखा! वह घाटी में मेंहदी के पेड़ों के बीच खड़ा था, और उसके पीछे लाल, भूरे और सफेद घोड़े थे। तब मैंने पूछा, 'ये क्या हैं, मेरे प्रभु?' जो स्वर्गदूत मुझसे बात कर रहा था, उसने मुझसे कहा, 'मैं तुम्हें दिखाऊँगा कि ये क्या हैं।' तो जो आदमी मेंहदी के पेड़ों के बीच खड़ा था, उसने उत्तर दिया, 'ये वे हैं जिन्हें प्रभु ने पृथ्वी पर गश्त करने के लिए भेजा है।' और उन्होंने प्रभु के दूत को, जो मेंहदी के पेड़ों के बीच खड़ा था, उत्तर दिया, 'हमने पृथ्वी पर गश्त की है, और देखो, पूरी पृथ्वी शांत है।'
मिस्री मनुष्य हैं, परमेश्वर नहीं, और उनके घोड़े मांस हैं, आत्मा नहीं। जब यहोवा हाथ बढ़ाएगा, तो सहायक ठोकर खाएगा, और जिसकी सहायता की जाएगी, वह गिर पड़ेगा, और वे सब एक साथ नाश हो जाएँगे।
"क्या तू घोड़े को उसकी शक्ति देता है? क्या तू उसकी गर्दन पर अयाल बाँधता है? क्या तू उसे टिड्डे की तरह उछलने देता है? उसकी राजसी घुरघुराहट डरावनी है। वह घाटी में पैर मारता है और अपनी शक्ति पर गर्व करता है; वह हथियारों का सामना करने निकल पड़ता है। वह भय पर हँसता है और विचलित नहीं होता; वह तलवार से पीछे नहीं हटता। उस पर तरकश, चमकता हुआ भाला और बरछी खड़खड़ाते हैं। ...
Aaj topic aaj jo visha hai Ki hum baap ke sath masih yesu ke wasile masih yesu se aur masih yesu men Aasman par baap ki dhini tarf bête ke wasile baap ke sath hain Mukáshafa 2; 29 Jis ke kán hoṉ, wuh sune, ki Rúh kalísiyáoṉ se kyá kahtí hai. I Kurinthíoṉ 15; 22 aur jaise Ádam meṉ sab marte haiṉ, waise hí Masíh meṉ sab zinda kiye jáeṉge. I Kurinthíoṉ 15;42 Jism faná kí hálat meṉ boyá játá hai; aur baqá kí hálat meṉ jí uṭhtá hai: kamzorí kí hálat meṉ boyá játá hai; aur quwwat kí hálat meṉ jí uṭhtá hai: 44 nafsání jism boyá játá hai; aur rúhání jism jí uṭhtá hai. Jab nafsání jism hai, to rúhání jism bhí hai. 45 Chunáṉchi likhá bhí hai, ki Pahlá ádmí, yaʻní Ádam, zinda nafs baná. Pichhlá Ádam zindagí baḳhshnewálí rúh baná. 46Lekin rúhání pahle na thá, balki nafsání thá; is ke baʻd rúhání húá. 47Pahlá ádmí zamín se, yaʻní ḳhákí, thá: dúsrá ádmí ásmání hai. 48Jaisá wuh ḳhákí thá, waise hí âur ḳhákí bhí haiṉ; aur jaisá wuh ásmání ...
· Habaqqúq 3:16 (URDR55) Maiṉ ne suná, aur merá dil dahal gayá; Us shor ke sabab se mere hoṉṭh hilne lage: Merí haḍḍiyáṉ bosída ho gayíṉ: Aur maiṉ khaṛe khaṛe káṉpne lagá, Lekin maiṉ sabr se un ke bure din ká muntazir húṉ, Jo ikaṭṭhe hokar ham par hamla karte haiṉ. Shalom al khm Masih yesu men aapki salamti ho, aaj hum khuda ruh ki madad se aur kalam haq se sikhne walen hain, sabr jo yesu par iman laine walon iman men chalne walo ke liye rasti ka pehla hathyaar haiiman ka darkht sabr ke pani se phal lata hai, ,jiska azr sabr ke ruh se maine khud apni zindghi men paya I Tímuthiyus 6; 11 Magar, ai mard i Ḳhudá,: aur rástbází, díndárí, ímán, mahabbat, sabr, aur hilm ká tálib ho. 12 Iʹmán kí achchhí kushtí laṛ, . Romíoṉ 15;4 Kyúṉki jitní báteṉ pahle likhí gayíṉ, wuh hamárí taʻlím ke liye likhí gayíṉ, táki sabr se aur kitáb i muqaddas kí tasallí se um...
ʻIBRÁ NÍO Ṉ 1 1 Agle zamáne me ṉ Ḳ hudá ne bápdádá se hissa ba hissa aur tarah ba tarah nabío ṉ kí maʻrifat kalám karke, 2is zamáne ke á ḳ hir me ṉ ham se Be ṭ e kí maʻrifat kalám kiyá, jise us ne sárí chízo ṉ ká wáris ṭ hahráyá, aur jis ke wasíle se us ne ʻálam bhí paidá kiye; 3wuh us ke jalál ká partau, aur us kí zát ká naqsh hokar, sab chízo ṉ ko apní qudrat ke kalám se sambháltá hai; wuh gunáho ṉ ko dhokar ʻálam i bálá par Kibriyá kí dahiní taraf já bai ṭ há; 4aur firishto ṉ se isí qadr buzurg ho gayá, jis qadr us ne mírás me ṉ un se afzal nám páyá. 5Kyú ṉ ki firishto ṉ me ṉ se us ne kab kisí se kahá, ki Tú merá Be ṭ á hai, Áj tú mujh se paidá húá? Aur phir yih, ki Mai ṉ us ká Báp hú ṉ gá, Aur wuh merá Be ṭ á hogá? 6Aur jab pahlau ṭ he ko dunyá me ṉ phir látá hai, to kahtá hai, ki Ḳ hudá ke sab firishte use sijda kare ṉ . 7Aur firishto ṉ kí bábat yih kahtá hai, ki Wuh apne firishto ṉ ko hawáe ṉ , Aur apne ḳ hádimo ṉ k...
Comments
Post a Comment