AGAR AAP ZINDGHI SE THAK CHUKEN HAIN TO YE AAJ KA
KALAM AP HI KE LIYE HAI
AGAR HARA HUA THAKA HUA
BHOJ KE NICHE DABA HUA MEHSOOS KAR RAHEN TO AAJ KA
KALAM AAP HI KE LIYE HAI
AGAR ZINDGHI MEN AAPNE THANA HAI WUH APKE PALAIN KE
MUTABIK
OS TIMING KE MUTABIK HALATON KO MADDE NAZAR RAKHTE
HOYE NHI HUA TO YE AAJ KA KALAM AAP HI KE LIYE
APKA DIL APKI DRIDTA AP JAZBA KHO CHUKE HAR QABOOL KAR CHUKE HAIN TO AAJ
KALAM BILKOL AAP HI KE LIYE HAI
1
पतरस
4:12-13 ESV / 110 सहायक वोट
हे प्रियो, जब परीक्षा की आग तुम्हारे परखने के लिये तुम पर पड़े, तो यह समझकर अचम्भा न करो, कि कोई अनोखी बात तुम पर बीत रही है। पर मसीह के दुखों में सहभागी होकर आनन्दित हो, जिस से उसकी महिमा के प्रगट होते समय भी तुम आनन्दित और मगन हो।
जब मैंने सोचा, "मेरा पैर फिसल रहा है," हे प्रभु , आपके अटल प्रेम ने मुझे थाम लिया। जब मेरे हृदय में अनेक चिंताएँ होती हैं, तब आपकी सांत्वनाएँ मेरी आत्मा को प्रसन्न करती हैं।
रोमियों
13:14 ESV / 95 सहायक वोट
परन्तु प्रभु यीशु मसीह को पहिन लो, और शरीर की लालसाओं को पूरी करने का उपाय न करो।
भजन संहिता
112:4 ESV / 93 सहायक वोट
धर्मी जन के लिये अन्धकार में ज्योति चमकती है; वह अनुग्रहकारी, दयालु और धर्मी है।
नीतिवचन
12:25 ESV / 595 सहायक वोट
मनुष्य के हृदय में चिन्ता उसे दबा देती है, परन्तु एक अच्छा वचन उसे आनन्दित कर देता है।
भजन संहिता
9:9 ESV / 547 सहायक वोट
यहोवा सताए हुए लोगों के लिए गढ़ है, संकट के समय के लिए भी गढ़ है ।
भजन संहिता
34:18 ESV / 542 सहायक वोट
प्रभु टूटे मन वालों के समीप रहता है और पिसे हुए मन वालों को बचाता है ।
Zabúr 34
: 17Sádiq chilláe aur Ḳhudáwand ne
suná,
Aur un ko un ke sab dukhoṉ se chhuṛáyá.
18 Ḳhudáwand shikastadiloṉ
ke nazdík hai,
Aur ḳhastajánoṉ ko bachátá hai.
19Sádiq kí musíbateṉ bahut haiṉ:
Lekin Ḳhudáwand us
ko un sab se riháí baḳhshtá hai.
Zabúr 143
: 7Ai Ḳhudáwand,
jald mujhe jawáb de; merí rúh व्याकुल ho chalí:
Apná chihra mujh se na chhipá;
Aisá na ho ki maiṉ qabr meṉ utarnewáloṉ kí
mánind ho jáúṉ.
8Subh ko mujhe apní shafaqat kí ḳhabar de,
Kyúṉki merá tawakkul tujh par hai:
Mujhe wuh ráh batá jis par maiṉ chalúṉ,
Kyúṉki maiṉ apná dil terí hí taraf lagátá húṉ.
रोमियों
12:2 ESV / 481 सहायक वोट
इस संसार के सदृश न बनो; परन्तु तुम्हारी बुद्धि के नये हो जाने से तुम्हारा चाल-चलन भी बदलता जाए, जिस से तुम परमेश्वर की भली, और भावती, और सिद्ध इच्छा अनुभव से मालूम करते रहो।
रोमियों
8:38-39 ESV / 294 सहायक वोट
क्योंकि मैं निश्चय जानता हूं, कि न मृत्यु, न जीवन, न स्वर्गदूत, न प्रधानताएं, न वर्तमान, न भविष्य, न सामर्थ्य, न ऊंचाई, न गहराई, न कोई और सृष्टि, हमें परमेश्वर के प्रेम से जो हमारे प्रभु मसीह यीशु में है, अलग कर सकेगी।
यशायाह
26:3 ESV / 280 सहायक वोट
जिसका मन तुझ पर स्थिर रहता है, उसको तू पूर्ण शान्ति में रखता है, क्योंकि वह तुझ पर भरोसा रखता है।
रोमियों
15:13 ESV / 276 सहायक वोट
आशा का दाता परमेश्वर तुम्हें विश्वास में सब प्रकार के आनन्द और शान्ति से परिपूर्ण करे, कि पवित्र आत्मा की सामर्थ से तुम्हारी आशा बढ़ती जाए।
2
कुरिन्थियों
7:10 ESV / 210 सहायक वोट
क्योंकि ईश्वरीय शोक से पश्चाताप उत्पन्न होता है, जिसका परिणाम बिना किसी पछतावे के उद्धार होता है, जबकि सांसारिक शोक से मृत्यु उत्पन्न होती है।
सभोपदेशक
7:3-4 ESV / 182 सहायक वोट
दुःख हँसी से बेहतर है, क्योंकि चेहरे पर उदासी छाने से मन प्रसन्न होता है। बुद्धिमान का मन शोक के घर में रहता है,
2
कुरिन्थियों
1:4-6 ESV / 119 सहायक वोट
वह हमारे सब क्लेशों में शान्ति देता है; ताकि हम उस शान्ति के कारण जो परमेश्वर हमें देता है, उन्हें भी शान्ति दे सकें, जो किसी प्रकार के क्लेश में हों। क्योंकि जैसे हम मसीह के दुखों में सहभागी होते हैं, वैसे ही मसीह के द्वारा शान्ति भी हमें भरपूर मिलती है। यदि हम क्लेश पाते हैं, तो यह तुम्हारी शान्ति और उद्धार के लिये है; और यदि शान्ति पाते हैं, तो तुम्हारी शान्ति के लिये है, जो तुम भी सहते हो, और जो तुम सहते हो, और जो हम सहते हो, धीरज से सहते हो।
नीतिवचन
15:13 ESV / 115 सहायक वोट
Dil प्रसन्न रहने से मुख भी प्रसन्न रहता है, परन्तु मन के दुःख से आत्मा कुचल जाती है।
भजन संहिता
147:3 ESV / 113 सहायक वोट
वह टूटे हुए दिलों को चंगा करता है और उनके घावों पर पट्टी बाँधता है।
Filippíoṉ 4
: 6Kisí bát kí fikr na karo: balki har ek bát meṉ tumhárí
darḳhwásteṉ, duʻá aur minnat ke wasíle se, shukrguzárí ke sáth Ḳhudá ke sámne
pesh kí jáeṉ; 7to Ḳhudá ká itmínán, jo
samajh se biʼlkull báhar hai, tumháre diloṉ aur ḳhayáloṉ ko Masíh Yisúʻ meṉ
mah-fúz rakkhegá.
Matí 11
: 28Ai mihnat uṭhánewálo,
aur bojh se dabe húe logo, sab mere pás áo, maiṉ tumheṉ árám dúṉgá. 29Merá júá
apne úpar uṭhá lo, aur mujh se síkho; kyúṉki maiṉ halím húṉ, aur dil ká
firotan; to tumhárí jáneṉ árám páeṉgi. 30Kyúṉki merá
júá muláim hai, aur merá bojh halká.
YE PUKAR KIS KI HAI YE PUKAR BETE MASIH YISU KI
HAI
OR BAP BETE
MEN HAI OR BETA BAP MEN
YISU MASIH
KAUN HAI FAZL OR SACHCHAI
IMAN KI RUH
OR YISU
KALAM HAI YANI FAZL OR SACHCHAI IMAN KA
KALAM
Romíoṉ
10:17 (URDR55)
Pas ímán sunne se paidá hotá hai, aur sunná Masíh ke kalám se.
ʻIbrá Níoṉ 12:2 (URDR55)
aur ímán ke bání aur kámil karnewále Yisúʻ ko takte raheṉ, jis
ne us ḳhushí ke liye jo us kí nazaroṉ ke sámne thí, sharmindagí kí parwá na
karke, salíb ká dukh sahá, aur Ḳhudá ke taḳht kí dahiní taraf já baiṭhá.
KALAM I KHUDA KAUN HAI KHUD
MASIH YISU TO KALAM I KHUDA KHUD HUMEN PUKARATA HAI
Yúhanná 1
1Ibtidá meṉ Kalám thá, aur Kalám Ḳhudá ke sáth thá, aur
Kalám Ḳhudá thá. 2Yihí ibtidá meṉ Ḳhudá ke
sáth thá. 3Sárí chízeṉ us ke wasíle
se paidá húíṉ; aur jo kuchh paidá húá hai, us meṉ se koí chíz bhí us ke bagair
paidá nahíṉ húí. 4Us meṉ zindagí thí; aur
wuh zindagí ádmíoṉ ká núr thá. 5Aur núr táríkí meṉ chamaktá hai:
Romíoṉ 10
: ki Kalám tere nazdík hai, balki tere muṉh aur tere dil meṉ
hai: yih wuhí ímán ká kalám hai, jis kí ham manádí karte haiṉ;
KALAM I KHUDA KAUN HAI KHUD
MASIH YISU TO KALAM
I KHUDA KHUD HUMEN PUKARATA HAI
Yarmiyáh 31
: 25Kyúṉki maiṉ ne thakí ján ko ásúda, aur har
g̣amgín rúh ko ser kiyá hai.
Yasa‘iyáh 40
28Kyá tú nahíṉ jántá? kyá tú ne nahíṉ suná,
ki Ḳhudáwand Ḳhudá e
abadí o tamám zamín ká ḳháliq thaktá nahíṉ aur mánda nahíṉ hotá: us kí hikmat
idrák se báhar hai.
: 29Wuh thake
húe ko zor baḳhshtá hai:
भजन संहिता 127:1-2 " यदि यहोवा घर न बनाए, तो बनानेवालों का परिश्रम व्यर्थ होगा। यदि यहोवा नगर की रक्षा न करे, तो पहरेदारों का पहरा व्यर्थ होगा। तुम व्यर्थ ही सवेरे उठते और देर तक जागते हो, और भोजन के लिये परिश्रम करते हो, क्योंकि वह अपने प्रियजनों को नींद देता है।"
1 Patras 5
; 6Pas Ḳhudá ke qawí háth ke níche firotaní se raho,
táki wuh tumheṉ waqt par sarbaland kare; 7aur apní sarí fikr usí par ḍál do, kyúṉki us ko tumhárá ḳhayál
hai.
Ḳhurúj 33
: 14Tab us ne kahá, Maiṉ sáth chalúṉgá, aur tujhe
árám dúṉgá.
Matí 11
: 28Ai mihnat uṭhánewálo,
aur bojh se dabe húe logo, sab mere pás áo, maiṉ tumheṉ árám dúṉgá. 29Merá júá
apne úpar uṭhá lo, aur mujh se síkho; kyúṉki maiṉ halím húṉ, aur dil ká
firotan; to tumhárí jáneṉ árám páeṉgi. 30Kyúṉki merá
júá muláim hai, aur merá bojh halká.
Lúqá 10
: 38Phir jab já
rahe the, to wuh ek gáṉw meṉ dáḳhil húá: aur Marthá nám ek ʻaurat ne use apne
ghar meṉ utárá. 39Aur Maryam nám us kí ek bahin thí; wuh Yisúʻ ke
páṉwoṉ ke pás baiṭhkar us ká kalám sun rahí thí. 40Lekin
Marthá ḳhidmat karte karte ghabrá gayí; pas us ke pás ákar kahne lagí; Ai Ḳhudáwand,
kyá tujhe ḳhayál nahíṉ, ki merí bahin ne ḳhidmat karne ko mujhe akelá chhoṛ
diyá hai? Pas use farmá, ki merí madad kare. 41Ḳhudáwand
ne jawáb meṉ us se kahá; Marthá, Marthá, tú to bahut chízoṉ kí fikr o taraddud
meṉ hai: 42lekin ek chíz zarúr hai; aur Maryam ne wuh
achchhá hissa chun liyá hai, jo us se chhíná na jáegá.
HUMEN
MARYAM KI TARAH ACHA HISSA CHUNNA HOGA
HUM MARTHA
KI KHIDMAT KARTE KARTE GHABARA GAYE OR HUM PAS AKAR KAHTE HAIN HUMARI MADAD
KAR LEKIN HUMEN KALAM KHUDA YANI YISU KE
PAS KALAM KO SUNNA HOGA
Yúhanná 14
: 27Maiṉ tumheṉ itmínán diye játá húṉ; apná itmínán
tumheṉ detá húṉ: jis tarah dunyá detí hai, maiṉ tumheṉ us tarah nahíṉ detá.
Tumhárá dil na ghabráe aur na ḍare.
26Lekin Madadgár, yaʻní Rúhuʼl Quds, jise Báp mere
nám se bhejegá, wuhí tumheṉ sab báteṉ sikháegá, aur jo kuchh maiṉ ne tum se
kahá hai, wuh sab tumheṉ yád diláegá.
ʻIbrá Níoṉ 13
: kyúṉki us ne ḳhud kahá hai, ki Maiṉ
tujh se hargiz dastbardár na húṉgá, aur kabhí tujhe na chhoṛúṉgá. 6Is wáste ham dilerí ke sáth kahte haiṉ, ki
Ḳhudáwand merá madadgár hai; maiṉ ḳhauf na
karúṉgá:
Insán merá kyá karegá?
Matí 6
: 25Is liye maiṉ
tum se kahtá húṉ, kí apní ján kí fikr na karná kí ham kyá kháeṉge? yá kyá píeṉge?
aur na apne badan kí, kí kyá pahineṉge? Kyá ján ḳhurák se, aur badan poshák se
baṛhkar nahíṉ? 26Hawá ke parandoṉ ko dekho, ki na bote haiṉ, na káṭte,
na koṭhíyoṉ meṉ jamaʻ karte haiṉ; taubhí tumhárá ásmání Báp un ko khilátá hai.
Kyá tum un se ziyáda qadr nahíṉ rakhte? 27Tum meṉ
aisá kaun hai, jo fikr karke apní ʻumr meṉ ek ghaṛí bhí baṛhá sake? 28Aur poshák
ke liye kyúṉ fikr karte ho? Janglí sosan ke daraḳhtoṉ ko gaur se dekho, ki wuh
kis tarah baṛhte haiṉ; wuh na mihnat karte, na kátte haiṉ; 29taubhí maiṉ
tum se kahtá húṉ, ki Sulaimán bhí, báwujúd apní sárí shán o shaukat ke, un meṉ
se kisí kí mánind poshák pahine húe na thá. 30Pas jab Ḳhudá
maidán kí ghás ko, jo áj hai, aur kal tanúr meṉ jhoṉkí jáegí, aisí poshák
pahinátá hai, to ai kamiʻtiqádo, tum ko kyúṉ na pahiná degá? 31Is liye
fikrmand hokar yih na kaho, kí Ham kyá kháeṉge? yá kyá píeṉge? yá kyá pahineṉge? 32kyúṉki in
sab chízoṉ kí talásh meṉ gairqaumeṉ rahtí haiṉ; aur tumhárá ásmání Báp jántá
hai, ki tum in sab chízoṉ ke muhtáj ho; 33balki tum
pahle us kí bádsháhat aur us kí rástbází kí talásh karo, to yih sab chízeṉ bhí
tumheṉ mil jáeṉgí. 34Pas kal ke liye fikr na karo, kyúṉki kal ká din
apne liye áp fikr kar legá. Áj ke liye áj hí ká dukh káfí hai.
Yasa‘iyáh 57
: 15Kyúṉki wuh jo ‘álí aur baland hai, aur abadu’l
ábád tak qáim hai, jis ká nám Quddús hai, yúṉ farmátá hai, ki Maiṉ baland aur
muqaddas maqám meṉ rahtá húṉ, aur us ke sáth bhí jo shikastadil aur firotan
hai; táki firotanoṉ kí rúh ko zinda karúṉ, aur shikastadiloṉ ko hayát baḳhshúṉ.
ʻIbrá Níoṉ 4
16Pas áo, ham fazl ke taḳht ke pás dilerí se chaleṉ,
táki ham par rahm ho, aur wuh fazl hásil kareṉ jo zarúrat ke waqt hamárí madad
kare.
Galatíoṉ 6
; 9Ham nek kám karne meṉ himmat na háreṉ, kyúṉki
agar bedil na hoṉge, to ʻain waqt par káṭeṉge.
Zabúr 73
:” 26मेरे हृदय और JISM दोनों तो हार गए हैं,
परन्तु परमेश्वर सर्वदा के लिये मेरा भाग
और मेरे हृदय की चट्टान बना है।
Yúhanná 14
1Tumhárá dil na ghabráe; tum Ḳhudá par ímán rakhte ho,
mujh par bhí ímán rakkho.
Zabúr 46
: 1Ḳhudá hamárí panáh aur quwwat hai,
Musíbat meṉ musta‘idd madadgár.
2Is liye ham ko kuchh ḳhauf nahíṉ, ḳhwáh zamín ulaṭ jáe
Aur paháṛ samundar kí tah meṉ ḍál diye jáeṉ;
3Ḳhwáh us ká pání shor macháe aur maujzan ho,
Aur paháṛ us kí tug̣yání se hil jáeṉ.
Yasa‘iyáh 41
: 10tú mat ḍar, kyúṉki maiṉ tere sáth húṉ: hirásán na ho, kyúṉki
maiṉ terá Ḳhudá húṉ: maiṉ tujhe zor baḳhshúṉgá: yaqínan maiṉ terí madad karúṉgá:
aur maiṉ apní sadáqat ke dahine háth se tujhe sambhálúṉgá.
2 Thissaluníkíoṉ 3
: 13Aur tum, ai bháiyo, nek
kám karne meṉ himmat na háro. 1
Galatíoṉ 6
: 9Ham nek kám karne meṉ himmat na háreṉ, kyúṉki
agar bedil na hoṉge, to ʻain waqt par káṭeṉge.
Romíoṉ 12
:11koshish meṉ sustí na karo;
rúhání josh meṉ bhare raho; Ḳhudáwand kí ḳhidmat karte raho; 12ummed meṉ
ḳhush, musíbat meṉ sábir, duʻá máṉgne meṉ mashgúl raho; 13muqaddasoṉ
kí ihtiyájeṉ rafaʻ karo; musáfirparwarí meṉ lage raho. 14Jo tumheṉ
satáte haiṉ, un ke wáste barakat cháho: barakat cháho, laʻnat na karo. 15Ḳhushí
karnewáloṉ ke sáth ḳhushí karo; ronewáloṉ ke sáth roo. 16Ápas meṉ
yakdil raho. Úṉche úṉche ḳhayál na báṉdho, balki adná logoṉ kí taraf mutawajjih
ho. Apne áp ko ʻaqlmand na samjho. 17Badí ke
ʻiwaz kisí se badí na karo. Jo báteṉ sab logoṉ ke nazdík achchhí haiṉ, un kí
tadbír karo. 18Jaháṉ tak ho sake, tum
apní taraf se sab ádmíoṉ ke sáth mel miláp rakkho. 19Ai ʻazízo,
apná intiqám na lo; balki gazab ko mauqaʻ do; kyúṉki yih likhá hai, ki
Ḳhudáwand kahtá hai; Intiqám lená merá kám hai, badla maiṉ hí dúṉgá. 20Balki Agar
terá dushman bhúká ho, to us ko kháná khilá; agar piyásá ho, to use pání pilá;
kyúṉki aisá karne se, tú us ke sir par ág ke angároṉ ká ḍher lagáegá. 21Badí se
maglúb na ho, balki nekí ke zaríʻe se badí par gálib áo.
Kulussíoṉ 1
:N 29aur isí liye maiṉ us kí us quwwat ke muwáfiq jánfishání
se mihnat kartá húṉ, jo mujh meṉ zor se asar kartí hai.
Filippíoṉ 4
: 13Jo mujhe
táqat baḳhshtá hai, us meṉ maiṉ sab kuchh kar saktá húṉ.
2 Kurinthíoṉ 12
: 9Magar us ne
mujh se kahá, ki Merá fazl tere liye kafí hai, kyúṉki merí qudrat kamzorí meṉ
púrí hotí hai. Pas maiṉ baṛí ḳhushi se apní kamzoríoṉ par faḳhr karúṉgá, táki
Masíh kí qudrat mujh par chháí rahe. 10Is liye maiṉ
Masíh kí ḳhátir kamzoríoṉ meṉ, beʻízzatíoṉ meṉ, ihtiyájoṉ meṉ, satáe jáne meṉ,
tangíoṉ meṉ ḳhush húṉ; kyúṉki jab maiṉ kamzor hotá húṉ, usí waqt zoráwar hotá
húṉ.
Romíoṉ 8
: 26Isí tarah
Rúh bhí hamárí kamzorí meṉ madad kartí hai, kyúṉki jis taur se ham ko duʻá máṉgní
cháhiye wuh nahíṉ átí; magar Rúh ḳhud aisí áheṉ bhar bharke hamárí shafáʻat
kartí hai, jin ká bayán nahíṉ ho saktá. 27Aur diloṉ
ká parakhnewálá jántá hai, ki Rúh kí kyá níyat hai: kyúṉki wuh Ḳhudá kí marzí
ke muwáfiq muqaddasoṉ kí shafáʻat kartá hai. 28Aur ham ko
maʻlúm hai, ki sab chízeṉ milkar Ḳhudá se mahabbat rakhnewáloṉ ke liye bhaláí
paidá kartí haiṉ; yaʻní un ke liye, jo Ḳhudá ke iráde ke muwáfiq buláe
gaye.
Humari
zindghi men bauht si dikhten parashaniyan ho sakti hai
wazah halat
waqt koi bhi ho .,,, magar humari kisi
ki bhi zindghi men
yisu masih
badkar mushkilon mushqten takliefen nhi ho sakti hala ki
yisu ne
apni zabani nahi kyu ki ab tak mujh zahir nhi kiya gaya
magar yisu
30 se ke umar men
puriya
duniya ke gunah uthane ka zime lete hain
puri duniya
ke dukh pareshaniyan satav apne upar
lene ka zimma lete hai
huamri
pareshaniya deikhte satav humare apne hun or uske piche kai karan ho sakte hain
kai wazah ho sakte hain
hum huamri
hi zindghi ki mushkilon ki wazah se karahte hain
pareshan
hoten hai burbraten magar ek masih yisu hai
jo puriya
duniya ka gunah uthaya
Matí 11
: 28Ai mihnat uṭhánewálo,
aur bojh se dabe húe logo, sab mere pás áo, maiṉ tumheṉ árám dúṉgá. 29Merá júá
apne úpar uṭhá lo, aur mujh se síkho; kyúṉki maiṉ halím húṉ, aur dil ká
firotan; to tumhárí jáneṉ árám páeṉgi. 30Kyúṉki merá
júá muláim hai, aur merá bojh halká.
Yasa‘iyáh 53
: na us kí koí shakl o súrat hai, na
ḳhúbsúratí; aur jab ham us par nigáh kareṉ, to kuchh husn o jamál nahíṉ ki ham
us ke mushtáq hoṉ. 3Wuh ádmíoṉ meṉ haqír o
mardúd; mard i g̣amnák, aur ranj ká áshná thá: log us se goyá rúposh the, us kí
tahqír kí gayí, aur ham ne us kí kuchh qadr na jání.
4Taubhí us ne hamárí mashaqqateṉ uṭhá líṉ, aur hamáre
g̣amoṉ ko bardasht kiyá: par ham ne use Ḳhudá ká márá kúṭá aur satáyá húá
samjhá. 5Háláṉki wuh hamárí
ḳhatáoṉ ke sabab se gháyal kiyá gayá, aur hamárí badkirdárí ke bá‘is kuchlá
gayá: hamárí hí salámatí ke liye us par siyasat húí; táki us ke már kháne se
ham shifá páeṉ. 6Ham sab bheṛoṉ kí mánind
bhaṭak gaye; ham meṉ se har ek apní ráh ko phirá; par Ḳhudáwand ne ham sab kí badkirdárí
us par ládí.
7Wuh satáyá gayá, taubhí us ne bardasht kí aur muṉh na
kholá; jis tarah barra jise zabh karne ko le játe haiṉ, aur jis tarah bheṛ apne
bál katarnewáloṉ ke sámne bezabán hai, usí tarah wuh ḳhámosh rahá. 8Wuh zulm karke aur fatwá lagákar use le gaye;
par us ke zamáne ke logoṉ meṉ se kis ne ḳhayál kiyá, ki wuh zindoṉ kí zamín se
káṭ ḍálá gayá? mere logoṉ kí ḳhatáoṉ ke sabab se us par már paṛí. 9Us kí qabr bhí sharíroṉ ke darmiyán ṭhahráí
gayí, aur wuh apní maut meṉ daulatmandoṉ ke sáth húá; háláṉki us ne kisí tarah
ká zulm na kiyá, aur us ke muṉh meṉ hargiz chhal na thá.
10Lekin Ḳhudáwand ko
pasand áyá, ki use kuchle; us ne use g̣amgín kiyá: jab us kí ján gunáh kí qurbání
ke liye guzrání jáegí, to wuh apní nasl ko dekhegá, us kí umr daráz hogí, aur
Ḳhudá kí marzí us ke háth ke wasíle se púrí hogí. 11Apní ján hí ká dukh uṭhákar wuh use dekhegá,
aur ser hogá: apne hí ‘irfán se merá sádiq ḳhádim bahutoṉ ko rastbáz ṭhahráegá:
kyúṉki wuh un kí badkirdárí ḳhud uṭhá legá. 12Is liye maiṉ use buzurgoṉ ke sáth hissa dúṉgá, aur wuh
lúṭ ká mál zoráwaroṉ ke sáth báṉṭ legá; kyúṉki us ne apní ján maut ke liye
unḍel dí, aur wuh ḳhatákároṉ ke sáth shumár kiyá gayá: taubhí us ne bahutoṉ ke
gunáh uṭhá liye, aur ḳhatákároṉ kí shafá‘at kí.
Ab patars yisu masih se apni mahobbat ka dawa pasha karta
hai
Mahobbat ka dawa pasha karna yani patras ka yisu ke liye
jan dene ka dawa karan jisse wuh munakar hua yisu masih ke kehne ke mutabik
Kyu ki mahobbat ka
sabot khuda baap dete hai puri duniya ko
Romíoṉ 5
: 6Kyúṉki jab
ham kamzor hí the, to ʻain waqt par Masíh bedínoṉ kí ḳhátir múá. 7Kisí
rástbáz kí ḳhátir bhí mushkil se koí apní ján degá: magar sháyad kisí nek ádmí
ke liye koí apní ján tak de dene kí jurʼat kare. 8Lekin Ḳhudá
apní mahabbat kí ḳhúbí ham par yúṉ záhir kartá hai, ki jab ham gunahgár hí the,
to Masíh hamárí ḳhátir múá.
9Pas jab ham us ke ḳhún ke báʻis ab rástbáz ṭhahre,
Yúhanná 3
: 16Kyúṉki Ḳhudá ne dunyá se aisí mahabbat rakkhí, ki
us ne apná iklautá Beṭá baḳhsh diyá, táki jo koí us par ímán láe halák na ho,
balki hamesha kí zindagi páe.
Yúhanná 10
: 17Báp mujh se
is liye mahabbat rakhtá hai, ki maiṉ apní ján detá húṉ táki use phir le lúṉ. 18Koí use
mujh se chhíntá nahíṉ, balki maiṉ use áp hí detá húṉ. Mujhe us ke dene ka bhí iḳhtiyár
hai, aur us ke phir lene ká bhí iḳhtiyár hai. Yih hukm mere Báp se mujhe milá.
Galatíoṉ 3
: 26Kyúṉki tum
sab us ímán ke wasíle se jo Masíh Yisúʻ meṉ hai, Ḳhudá ke farzand ho. 27Aur tum sab
jitnoṉ ne Masíh meṉ shámil hone ká baptisma liyá Masíh ko pahin liyá.
Romíoṉ 6
: 3Kyá tum
nahíṉ jánte, ki ham jitnoṉ ne Masíh Yisúʻ meṉ shámil hone ká baptisma liyá, to
us kí maut meṉ shámil hone ká baptisma liyá? 4Pas maut meṉ
shámil hone ke baptisma ke wasíle se ham us ke sáth dafn húe; táki jis tarah
Masíh Báp ke jalál ke wasíle se murdoṉ meṉ se jiláyá gayá, usí tarah ham bhí
nayí zindagí kí ráh chaleṉ.
Galatíoṉ 5
24Aur jo Masíh Yisúʻ ke haiṉ, unhoṉ ne jism ko us kí
ragbatoṉ aur ḳhwáhishoṉ samet salíb par kheṉch diyá hai.
: 25Agar ham Rúh ke sabab se zinda haiṉ, to Rúh ke
muwáfiq chalná bhí cháhiye.
Yaʻqúb 1
: 14háṉ, har
shaḳhs apní hí ḳhwáhishoṉ meṉ khiṉchkar aur phaṉskar ázmáyá játá hai. 15Phir ḳhwáhish
hámila hokar gunáh ko jantí hai; aur gunáh jab baṛh chuká to maut paidá kartá
hai.
Romíoṉ 7
: 11kyúṉki gunáh ne mauqaʻ pákar, hukm ke zaríʻe se
mujhe bahkáyá, aur usí ke zaríʻe se mujhe már bhí ḍálá.
1 Tímuthiyus 2
: 14aur Ádam ne
fareb nahíṉ kháyá, balki ʻaurat fareb khákar gunáh meṉ paṛ gayí. 1
Samsun behkaya gaya
Soleman behkaya gaya
Daud behkaya gaya
Thik hai ye baat sach hai
Kisi karan hum bhi khuda men chale behkaye jaten hain to
To inka behkaya jana humari ajj ki
piddi ke liye naslon ke liye or
aine walii naslo ke liye
ek Updesh hai hidayat hai talim ka kaiyda hai chaitawani hai suchetagi hai
1 Kurinthíoṉ 10
: 23Sárí chízeṉ rawá to haiṉ, magar sab chízeṉ mufíd
nahíṉ. Sárí chízeṉ rawá to haiṉ, magar sab chízeṉ taraqqí ká báʻis nahíṉ.
Romíoṉ 15
: 4Kyúṉki
jitní báteṉ pahle likhí gayíṉ, wuh hamárí taʻlím ke liye likhí gayíṉ, táki sabr
se aur kitáb i muqaddas kí tasallí se ummed rakkheṉ. 5Aur Ḳhudá,
sabr aur tasallí ká chashma, tum ko yih taufíq de, ki Masíh Yisúʻ ke mutábiq
ápas meṉ yakdil raho; 6táki tum yakdil aur yakzabán hokar hamáre Ḳhudáwand
Yisúʻ Masíh ke Ḳhudá aur Báp kí baṛáí karo.
2 Tímuthiyus 3
: 16Har ek
sahífa jo Ḳhudá ke ilhám se hai, taʻlím, aur ilzám, aur isláh, aur rástbází meṉ
tarbiyat karne ke liye fáidamand bhí hai; 17táki mard i
Ḳhudá kámil bane, aur har ek nek kám ke liye biʼlkull taiyár ho jáe.
1 Patras 5
: tumhárá muḳhálif Iblís garajnewále sher i babar kí tarah ḍhúṉḍhtá
phirtá hai, ki kis ko pháṛ kháe:
Or aisa koi nhi hai jo gunah ka dasha hua na ho
Yani shrirak iblisha shaiitan iblish shririr
Romíoṉ 3
: 23is liye ki
sab ne gunáh kiyá, aur Ḳhudá ke jalál se mahrúm haiṉ; 24magar us ke
fazl ke sabab, us maḳhlasí ke wasíle se jo Masíh Yisúʻ meṉ hai, muft rástbáz ṭhahráe
játe haiṉ: 25use Ḳhudá ne us ke ḳhún ke báʻis ek aisá kaffára ṭhahráyá,
jo ímán láne se fáidamand ho; táki jo gunáh peshtar ho chuke the, aur jin se Ḳhudá
ne tahammul karke tarah dí thí, un ke báre meṉ wuh apní rást-bází záhir
kare; 26balki isí waqt us kí rástbází záhir ho: táki wuh ḳhud
bhí ʻádil rahe, aur jo Yisúʻ par ímán láe, us ko bhí rástbáz ṭhahránewálá ho.
1 Yúhanná 2
1Ai mere bachcho, yih báteṉ maiṉ tumheṉ is liye likhtá
húṉ ki tum gunáh na karo. Aur agar koí gunáh kare, to Báp ke pás hamárá ek
Madadgár maujúd hai, yaʻní Yisúʻ Masíh rástbáz; 2aur wuhí hamáre gunáhoṉ ká kaffára hai, aur na
sirf hamáre hí gunáhoṉ ká, balki tamám dunyá ke gunáhoṉ ká bhí.
Comments
Post a Comment