Skip to main content

dream about nusrat son ankur narula paras gill pastor raj gill

 #dream main dream men dekkh or sun raha hun nusrat jo qawali singer hai., 

unka ek bete hai or main usse janta hun or dekh bhi rahan  

or ye mere samne baten ho rahin hain ., or uski beti nusrat ki beti ko bhi pata hai ,. 

ki uska ek bhai hai ., magar duniya men kisi ko nhi patta kisi par zahir nahi 

 

Matí 11: 

27Mere Báp kí taraf se sab kuchh mujhe sauṉpá gayá, aur koí Beṭe ko nahíṉ jántá, siwá Báp ke; aur koí Báp ko nahíṉ jántá, siwá Beṭe ke, aur us ke, jis par Beṭá use záhir karná cháhe. 


iska mtlb hai ki baap ne mujhpar apni marzi se bete ko zahir kiya ., 

Galatíoṉ 4: 

6Aur chúṉki tum beṭe ho, is liye Ḳhudá ne apne Beṭe kí Rúh hamáre diloṉ meṉ bhejí, jo Abbá, yaʻní, Ai Báp, kah kahkar pukártí hai. 7Pas ab tú gulám nahíṉ, balki beṭá hai; aur jab beṭá húá, to Ḳhudá ke sabab wáris bhí húá.


Romíoṉ 5: 

 kyúṉki Rúhuʼl Quds jo ham ko baḳhshá gayá hai, us ke wasíle se Ḳhudá kí mahabbat hamáre diloṉ meṉ dálí gayí hai. 


नुसरत” (عربی: نُصرَت‎ / نصرة) एक अरबी मूल का शब्द है, और इसका अर्थ होता है “मदद, विजय, या सहायता।”

  • עֶזְרָה (Ezrah) — मतलब “मदद” या “सहायता।”

  • Yúhanná 14:  26Lekin Madadgár, yaʻní Rúhuʼl Quds, jise Báp mere nám se bhejegá, wuhí tumheṉ sab báteṉ sikháegá, aur jo kuchh maiṉ ne tum se kahá hai, wuh sab tumheṉ yád diláegá.

  • 16aur maiṉ Báp se darḳhwást karúṉgá, to wuh tumheṉ dúsrá Madadgár baḳhshegá, ki abad tak tumháre sath rahe, 17yaʻní sachcháí kí Rúh, jise dunyá hásil nahíṉ kar saktí, kyúṉki na use dekhtí, aur na jántí hai: tum use jánte ho; kyúṉki wuh tumháre sáth rahtí hai, aur tumháre andar hogí. 

  •  

    Yúhanná 15: 

  • 26Lekin jab wuh Madadgár áegá, jis ko maiṉ tumháre pás Báp kí taraf se bhejúṉgá, yaʻní Sachcháí kí Rúh, jo Báp kí taraf se nikaltí hai, to wuh merí gawáhí degí: 27aur tum bhí gawáh ho, kyúṉki shurúʻ se mere sáth ho.


  • נִצָּחוֹן (Nitzachon) — मतलब “विजय” या “जीत।”

  • 1 Yúhanná 5: 

    4Jo koí Ḳhudá se paidá húá hai, wuh dunyá par gálib átá hai; aur wuh galaba, jis se dunyá maglúb húí hai, hamárá ímán hai. 


  • or phir maine ek shadi ka tent hai., 

  • laga hua jaise tambhi hai or main ankur narula ko dekha or main or wuh baten kar rahen hain mere sapno ke bare men ., 
  • main unhen bol raha hun mujhe bauht se sapne ayen hain ., 

  •  यह भी देखा कि तुम और अनकुर नारूला (जो चमत्कार/चिन्हों की सेवकाई करते हैं) सूरज उगने की दिशा (East / Purab) में खड़े हो।


  • नई शुरुआत

  • पुनरुत्थान (Resurrection)

  • प्रकाश का प्रकट होना

  • मसीह के जी उठने का संकेत

  • यानी “उगता हुआ अंकुर / शाखा / नई वृद्धि।”

  • Ankur”, इब्रानी “Tzemach”, और ग्रीक “Klados” —
    तो इन सबका साझा संदेश है:

    🌱 “वह जो मरे हुए बीज से जीवन निकालता है।”
    🌞 “वह जो मसीह के प्रकाश में बढ़ता है।”
    💫 “वह जो नई शुरुआत का प्रतीक है।”

    Joseph (יוֹסֵף / Yosef) — इब्रानी शब्द है,
    जिसका मतलब होता है:

    “God will add / increase” —
    “ईश्वर बढ़ाएगा” या “ईश्वर फिर से देगा।”

    इसका आध्यात्मिक अर्थ है —

    “ईश्वर जो खोया गया था, उसे फिर से लौटाता है।”

    यह अपने आप में पुनरुत्थान (resurrection) की छाया है —

    जो यीशु मसीह के जीवन की सबसे बड़ी पहचान है। 

     

  • or suraj dubne ki disha ki taraf khade hain,. paras gill jo ki is waqt worship karte hain ., or musa ki shariat ki sewkai karte hain., or wuh phon par baat kar rahen hoten to main or ankur narula mujhe bolte hain unke paas jaten ., main bolta hun nhi ., wuh bande sahi nhi hain., phir bhi wuh forcefully le chalte hain., and wahan wuh sara pariwar hi hoten,. hain ,. or jab hi humari entery hoti hai., or wuh ek khet ke maida men baith hoten hain, jo bilkol ek maidan hai zamin ki mitti hai ., or pastro raj bhi nargish sister bhi ., phir wuh ek jagah ikathe hoten ., to main wahan daleri se pastor raj ko bolta tujhe dusri maut se koi nhi bacha sakta or nahi is zahan men na os zahan ., tumne musa ki shariat ki sewkai ki or wuh age se hasta hai ,or main gusse men or buland zosh men hota hun ., or sab kursiyone par baithe hain or main or pastor raj amne samne hain 

  • अक्सर बाइबिल और सूफी प्रतीक में सूरज उगना (East) = नई शुरुआत, प्रकाश; सूरज डूबना (West) = अंत, अँधेरा, या किसी तरह की उलटी दिशा/विरोध।
    → मतलब: वहाँ लोग रूहानी दिशा से विपरीत चल रहे हैं — या वे अँधेरी/गलत आध्यात्मिक दिशा में हैं।

  • Paras Gill — worship करते हुए; Musa की शरियत की सेवा
    Musa की शरियत = कानूनी, विधि-आधारित धार्मिक आचरण। इसका संकेत: कुछ लोग कठोर नियम/कानून के अनुसार कार्य करते हैं; यह हमेशा बुराइयाँ नहीं दिखाता परन्तु कभी-कभी यह करुणा/आध्यात्मिक जीवन की गहराई से अलग कर देता है।

  • तुम्हारा और Ankur Narula का व्यवहार — उनको “उनके पास जाने” कहते होना; तुम ठोकर खाकर कहते हो “नहीं, वे सही नहीं”
    यह दिखाता है कि तुम्हें इन लोगों के प्रति अंदर से चेतावनी/असहमति है — और तुम उन्हें खतरा/गलत दिशा मानते हो, पर अन्य लोग (Ankur आदि) तुम्हें साथ ले जाते हैं।

  • परिवार का वहाँ होना; खेत की तरह मैदान (मिट्टी)
    खेत/मैदान — अक्सर हार्वेस्ट/फसल का प्रतीक। परिवार का एक साथ होना = सामुदायिक स्थिति — जिस ज़मीन पर आप आ गए हैं, वहाँ “रूहानी फसल” या परख हो रही है।

  • Pastor Raj को तुम कह रहे — “तुझे दूसरी मौत से कोई नहीं बचा सकता” (No one can save you from second death)
    यह बहुत तीव्र निर्णयवाक्य है — बाइबिल में “दूसरी मौत” (the second death) का अर्थ है अंतिम न्याय/नर्क से सम्बन्धित चेतावनी (Revelation में मिलता है)। तुमका ज़ोर से कहना और उनका हँसना — यह टकराव दिखाता है: तुम सत्य बोल रहे हो, पर वे उसे अनसुना/हँसकर टाल रहे हैं।

  • तुम गुस्से में और बुलंद जोश में हो

  • – Purab = सूरज उगना = नया जीवन, पुनरुत्थान, मसीह का प्रकाश।
    – पश्चिम = सूरज डूबना = अंत, अंधेरा, पुराना तरीका / गलत दिशा।

  • दो तरह के लोग:
    – East में तुम और Ankur Narula (नयी शुरुआत, पुनरुत्थान, Signs & Wonders)
    – West में Paras Gill, Pastor Raj, Musa की शरियत का पालन (Law, legalism)

  • खेत / मैदान:
    – हार्वेस्ट (फसल) और परीक्षण का समय
    – लोग जमा हैं, फैमिली भी वहाँ है = यह सब community और परिवार से जुड़ा मुद्दा है

  • तुम्हारा बोलना (दूसरी मौत):
    – Revelation 20:6,14 – “second death” = अंतिम न्याय, नर्क।
    – तुम prophetic authority में चेतावनी दे रहे हो, लेकिन वे हँसते हैं = वे सच को हल्का ले रहे हैं।

  • Comments

    Popular posts from this blog

    baap ke sath hain

      Aaj topic aaj jo visha hai Ki hum baap ke sath masih yesu ke wasile masih yesu se aur masih yesu men Aasman par baap ki dhini tarf bête ke wasile    baap ke sath hain Mukáshafa 2; 29 Jis ke kán hoṉ, wuh sune, ki Rúh kalísiyáoṉ se kyá kahtí hai.   I Kurinthíoṉ 15; 22 aur jaise Ádam meṉ sab marte haiṉ, waise hí Masíh meṉ sab zinda kiye jáeṉge. I Kurinthíoṉ 15;42 Jism faná kí hálat meṉ boyá játá hai; aur baqá kí hálat meṉ jí uṭhtá hai: kamzorí kí hálat meṉ boyá játá hai; aur quwwat kí hálat meṉ jí uṭhtá hai:  44 nafsání jism boyá játá hai; aur rúhání jism jí uṭhtá hai. Jab nafsání jism hai, to rúhání jism bhí hai. 45 Chunáṉchi likhá bhí hai, ki Pahlá ádmí, yaʻní Ádam, zinda nafs baná. Pichhlá Ádam zindagí baḳhshnewálí rúh baná. 46Lekin rúhání pahle na thá, balki nafsání thá; is ke baʻd rúhání húá. 47Pahlá ádmí zamín se, yaʻní ḳhákí, thá: dúsrá ádmí ásmání hai. 48Jaisá wuh ḳhákí thá, waise hí âur ḳhákí bhí haiṉ; aur jaisá wuh ásmání ...

    Sabr

      ·          Habaqqúq 3:16 (URDR55) Maiṉ ne suná, aur merá dil dahal gayá; Us shor ke sabab se mere hoṉṭh hilne lage: Merí haḍḍiyáṉ bosída ho gayíṉ: Aur maiṉ khaṛe khaṛe káṉpne lagá, Lekin maiṉ  sabr  se un ke bure din ká muntazir húṉ, Jo ikaṭṭhe hokar ham par hamla karte haiṉ. Shalom al khm Masih yesu men aapki salamti ho, aaj hum khuda ruh ki madad se aur kalam haq se sikhne walen hain, sabr   jo yesu par iman   laine walon iman men chalne walo ke liye rasti ka pehla hathyaar haiiman ka darkht sabr ke pani   se phal   lata hai, ,jiska azr sabr ke ruh se maine khud apni zindghi men paya   I Tímuthiyus 6; 11 Magar, ai mard i Ḳhudá,: aur rástbází, díndárí, ímán, mahabbat, sabr, aur hilm ká tálib ho.  12 Iʹmán kí achchhí kushtí laṛ, .   Romíoṉ 15;4 Kyúṉki jitní báteṉ pahle likhí gayíṉ, wuh hamárí   taʻlím ke liye likhí gayíṉ, táki sabr se aur kitáb i muqaddas kí tasallí se um...

    frishto ka bhi kalaam na sunee

      ʻIBRÁ NÍO Ṉ 1 1 Agle zamáne me ṉ Ḳ hudá ne bápdádá se hissa ba hissa aur tarah ba tarah nabío ṉ kí maʻrifat kalám karke, 2is zamáne ke á ḳ hir me ṉ ham se Be ṭ e kí maʻrifat kalám kiyá, jise us ne sárí chízo ṉ ká wáris ṭ hahráyá, aur jis ke wasíle se us ne ʻálam bhí paidá kiye; 3wuh us ke jalál ká partau, aur us kí zát ká naqsh hokar, sab chízo ṉ ko apní qudrat ke kalám se sambháltá hai; wuh gunáho ṉ ko dhokar ʻálam i bálá par Kibriyá kí dahiní taraf já bai ṭ há; 4aur firishto ṉ se isí qadr buzurg ho gayá, jis qadr us ne mírás me ṉ un se afzal nám páyá. 5Kyú ṉ ki firishto ṉ me ṉ se us ne kab kisí se kahá, ki Tú merá Be ṭ á hai, Áj tú mujh se paidá húá? Aur phir yih, ki Mai ṉ us ká Báp hú ṉ gá, Aur wuh merá Be ṭ á hogá? 6Aur jab pahlau ṭ he ko dunyá me ṉ phir látá hai, to kahtá hai, ki Ḳ hudá ke sab firishte use sijda kare ṉ . 7Aur firishto ṉ kí bábat yih kahtá hai, ki Wuh apne firishto ṉ ko hawáe ṉ , Aur apne ḳ hádimo ṉ k...